Aapsa dono jahan mein nazar aaya hee nahin

Aapsa dono jahan mein nazar aaya hee nahin
Kyun kay Allah nay koi aur banaya hi nahin.

App nay jab say nawaza hai, Ya Rasoolallah
To phir mainay daman kisi chokhat pay philaya he nahin.

Aur jab kaha qabar mein, sarkar nay yeh mera hai
Phir nakiroon nay mujhay haath lagaya hee nahin.

Aur jo bhi Makkay say palat aaye Madinay na gaye
Youn samaj lo unhein aaqa nay bulaya hee nahin.

Aur aap ki naat hi Shehzad ka sarmaya hai
Iss nikamay nay to kuch aur kamaya hee nahin.

 

Naat Info Table (in Roman)

FieldDetails
Naat TitleAapsa Dono Jahan Mein Nazar Aaya Hi Nahin
Poet/ShayarShahzad Raza Qadri (or traditional – often recited by him)
GenreNaat-e-Pak (Deep expression of love & total dependence on Prophet Muhammad ﷺ)
ThemeNo one is comparable to the Prophet ﷺ; since He bestowed His grace, the devotee never spread his hands before anyone else; the Prophet claims His lovers in the grave; only those whom the Prophet calls truly reach Madina
Famous Naat-KhwaanShahzad Raza Qadri (most iconic rendition)
LanguageUrdu

Roman (Roman Urdu)

Aapsa dono jahan mein nazar aaya hi nahin Kyun ke Allah ne koi aur banaya hi nahin

Aap ne jab se nawaza hai yaa Rasoolallah To phir maine daman kisi chokhat pe phailaya hi nahin

Aur jab kaha qabr mein Sarkar ne “yeh mera hai” Phir nakiron ne mujhe haath lagaaya hi nahin

Aur jo bhi Makke se palat aaye Madine na gaye Yun samajh lo unhein Aaqa ne bulaya hi nahin

Aur Aap ki naat hi Shahzad ka saarmaya hai Is nikamme ne to kuchh aur kamaaya hi nahin

Hindi (देवनागरी लिपि)

आपसा दोनों जहान में नज़र आया ही नहीं क्योंकि अल्लाह ने कोई और बनाया ही नहीं

आप ने जब से नवाज़ा है या रसूलल्लाह तो फिर मैंने दामन किसी चौखट पे फैलाया ही नहीं

और जब कहा क़ब्र में सरकार ने “ये मेरा है फिर नकीरों ने मुझे हाथ लगाया ही नहीं

और जो भी मक्के से पलट आए मदीने न गए यूँ समझ लो उन्हें आक़ा ने बुलाया ही नहीं

और आप की नात ही शहज़ाद का सरमाया है इस निकम्मे ने तो कुछ और कमाया ही नहीं

Urdu (اردو رسم الخط)

آپ سا دونوں جہاں میں نظر آیا ہی نہیں کیونکہ اللہ نے کوئی اور بنایا ہی نہیں

آپ نے جب سے نوازا ہے یا رسول اللہ تو پھر میں نے دامن کسی چوکھٹ پہ پھیلایا ہی نہیں

اور جب کہا قبر میں سرکار نے یہ میرا ہے پھر نکیوں نے مجھے ہاتھ لگایا ہی نہیں

اور جو بھی مکے سے پلٹ آئے مدینے نہ گئے یوں سمجھ لو انہیں آقا نے بلایا ہی نہیں

اور آپ کی نعت ہی شہزاد کا سرمایہ ہے اس نکمے نے تو کچھ اور کمایا ہی نہیں

Gujarati (ગુજરાતી લિપિ)

આપસા દોનો જહાન મેં નઝર આયા હી નહીં ક્યોંકે અલ્લાહ ને કોઈ ઔર બનાયા હી નહીં

આપ ને જબ સે નવાઝા હૈ યા રસૂલલ્લાહ તો ફિર મૈંને દામન કિસી ચોખટ પે ફૈલાયા હી નહીં

ઔર જબ કહ કહા કબ્ર મેં સરકાર ને યે મેરા હૈ ફિર નકીરોં ને મુઝે હાથ લગાયા હી નહીં

ઔર જો ભી મક્કે સે પલટ આયે મદીને ન ગયે યૂં સમઝ લો ઉન્હેં આકા ને બુલાયા હી નહીં

ઔર આપ કી નાત હી શહઝાદ કા સરમાયા હૈ ઇસ નિકમ્મે ને તો કુછ ઔર કમાયા હી નહીં

Bangla (বাংলা লিপি)

আপসা দোনো জাহান মেঁ নযর আয়া হী নহীঁ ক্যোঁকে আল্লাহ নে কোই ঔর বনায়া হী নহীঁ

আপ নে জব সে নাওয়াযা হৈ ইয়া রসূলাল্লাহ তো ফির মৈঁনে দামন কিসী চৌখট পে ফৈলায়া হী নহীঁ

ঔর জব কহা কবর মেঁ সরকার নে ইয়ে মেরা হৈ ফির নকীরোঁ নে মুঝে হাত লগায়া হী নহীঁ

ঔর জো ভী মক্কে সে পলট আয়ে মদীনে না গয়ে যুঁ সমঝ লো উনহেঁ আকা নে বুলায়া হী নহীঁ

ঔর আপ কী নাত হী শহযাদ কা সরমায়া হৈ ইস নিকাম্মে নে তো কুছ ঔর কমায়া হী নহীঁ

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,353 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...528 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment