AAO TASBIH HEE SUBHO SHAAM KARAIN LYRICS

AAO TASBIH HEE SUBHO SHAAM KARAIN LYRICS

 

 

Aao Tasbih Hee Subho Shaam Karain
Youn Gham-E-Zindagi Tamaam Karain

Un Ka Aana Tha Kuch Khabar Na Thi
Aaj Sajda Karain Qayaam Karain

Har Taraf Jaan-O-Dil Bicha Dee Jiyay
Kiya Khabar Wo Kahaan Qayaam Karain

Chashm-E-Tar Souz-E-Arzoo Lay Kar
Un Kay Jlaway Ka Intizaam Karain

Jhal Uttay Ga Yeh Alam-E-Hasti
Husn Jab Be Wo Bey Nayaam Karain

Jin Ko Husn-E-Azal Main Dhalna Hon
Apnay Honay Ka In’adaam Karain

Koi Bijlee Gira Hee Day Shayad
Aao Ham Toor Par Khiraam Karain

Tu Hamain Yaad Bee Karay Na Karay
Ham Tera Zikr Subho Shaam Karain

Raaz-E-Hasti Khule Naheen Tahir
Matla Hee Makta-E-Kalaam Karain

 

 

Sabr and shukr Naat Lyrics in English

City of Madinah Naat Lyrics in English

Heart of a Muslim Naat Lyrics in English

Oh Shaitaan Naat Lyrics in English

Al Quran Naat Lyrics in English

AIE KHUDA LYRICS

Oh mountains of makkah Lyrics

Beautiful World Lyrics | I’ll follow where the wind blows

Believe Lyrics

You’ll Be With The One’s You Love

Oh Ali what has now happened Lyrics

O MUHAMMED LYRICS

O’ MY LORD LYRICS

 

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,656 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,845 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,793 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,272 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,912 views

Leave a Comment