Aalahazrat Ka Danka Bajega Naat Lyrics

आला हज़रत का तराना जब सुनाएगा दीवाना | आला हज़रत का डंका बजेगा / Ala Hazrat Ka Tarana Jab Sunayega Deewana | Ala Hazrat Ka Danka Bajega
आ’ला हज़रत का तराना
जब सुनाएगा दीवाना
सुन के सुन्नी मचलता रहेगा
आ’ला हज़रत का डंका बजेगा

नाम-ए-अहमद रज़ा जिस को प्यारा नहीं
ऐसा इंसान हम को गवारा नहीं
आ’ला हज़रत का जिस लब पे ना’रा नहीं
चाहे कुछ भी हो लेकिन हमारा नहीं
चाहे हो कोई वहाबी
चाहे हो कोई गुलाबी
उस से रज़वी हमेशा लड़ेगा
आ’ला हज़रत का डंका बजेगा

‘इल्म-ओ-हिकमत का उस को ख़ज़ाना मिला
जिस को अहमद रज़ा का ज़माना मिला
देखो ऐसा नक़ी का घराना मिला
ख़ुल्द का जिस जगह से ठिकाना मिला
ये ज़माने को सुना दो
सारी दुनिया को बता दो
अपना मर्कज़ बरेली रहेगा
आ’ला हज़रत का डंका बजेगा

आ’ला हज़रत के जितने भी ग़द्दार हैं
उन से तनहा ये लड़ने को तय्यार हैं
फ़ौज़-ए-अख़्तर-रज़ा के ये सालार हैं
मेरे ‘अस्जद रज़ा रज़वी तलवार हैं
किस की हिम्मत है टकराए
कोई अहमक़ को समझाए
हक़ के हाथों से बातिल मिटेगा
आ’ला हज़रत का डंका बजेगा

जब ग़ुलाम-ए-रज़ा की सवारी चले
देवबंदी के सीने पे आरी चले
जब वो बन के रज़ा की कटारी चले
साँस भी देवबंदी की भारी चले
आ’ला हज़रत का मस्ताना
जो रज़ा का है दीवाना
दुश्मनों से वो डट के कहेगा
आ’ला हज़रत का डंका बजेगा

खेत-खलियान छीना रज़ा ख़ान ने ?
क्या किसी का बिगाड़ा रज़ा ख़ान ने ?
दीन-ओ-ईमाँ बचाया रज़ा ख़ान ने
मुस्तफ़ा से मिलाया रज़ा ख़ान ने
आ’ला हज़रत को पहचानो
उन को अपना जानो मानो
तब ही सदक़ा रज़ा का मिलेगा
आ’ला हज़रत का डंका बजेगा

ले के नाम-ए-रज़ा मुस्कुराते रहो
आ’ला हज़रत का नग़्मा सुनाते रहो
ना’रा-ए-आ’ला-हज़रत लगाते रहो
जलने वालों को हर दम जलाते रहो
सुन्नी ! इस का ग़म न करना
हर दम आगे बढ़ते रहना
जलने वाला हमेशा जलेगा
आ’ला हज़रत का डंका बजेगा


ना’त-ख़्वाँ:
असद इक़बाल कलकत्तवी

 


aa’la hazrat ka taraana
jab sunaaega deewana
sun ke sunni machalta rahega
aa’la hazrat ka Danka bajega

naam-e-ahmad raza jis ko pyaara nahi.n
aisa insaan ham ko gawaara nahi.n
aa’la hazrat ka jis lab pe naa’ra nahi.n
chaahe kuchh bhi ho lekin hamaara nahi.n
chaahe ho koi wahaabi
chaahe ho koi gulaabi
us se razvi hamesha la.Dega
aa’la hazrat ka Danka bajega

‘ilm-o-hikmat ka us ko KHazaana mila
jis ko ahmad raza ka zamaana mila
dekho aisa naqi ka gharaana mila
KHuld ka jis jagah se Thikaana mila
ye zamaane ko suna do
saari duniya ko bata do
apna markaz bareilly rahega
aa’la hazrat ka Danka bajega

aa’la hazrat ke jitne bhi Gaddaar hai.n
un se tanha ye la.Dne ko tayyaar hai.n
fauz-e-aKHtar-raza ke ye saalaar hai.n
mere ‘asjad raza razvi talwaar hai.n
kis ki himmat hai Takraae
koi ahmaq ko samjhaae
haq ke haatho.n se baatil miTega
aa’la hazrat ka Danka bajega

jab Gulaam-e-raza ki sawaari chale
deobandi ke seene pe aari chale
jab wo ban ke raza ki kaTaari chale
saans bhi deobandi ki bhaari chale
aa’la hazrat ka mastana
jo raza ka hai deewana
dushmano.n se wo DaT ke kahega
aa’la hazrat ka Danka bajega

khet-khaliyaan chheena raza KHaan ne ?
kya kisi ka bigaa.Da raza KHaan ne ?
deen-o-imaa.n bachaaya raza KHaan ne
mustafa se milaaya raza KHaan ne
aa’la hazrat ko pehchaano
un ko apna jaano maano
tab hi sadqa raza ka milega
aa’la hazrat ka Danka bajega

le ke naam-e-raza muskuraate raho
aa’la hazrat ka naGma sunaate raho
naa’ra-e-aa’la-hazrat lagaate raho
jalne waalo.n ko har dam jalaate raho
sunni ! is ka Gam na karna
har dam aage ba.Dhte rehna
jalne waala hamesha jalega
aa’la hazrat ka Danka bajega


Naat-Khwaan:
Asad Iqbal Kalkattavi

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...372 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...293 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...272 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...234 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...201 views

Leave a Comment