Aa Gaye Maidaan Main Wafadar-e-Sahaba || Barkate Raza

Assalamu Alaikum. Here you can read Aa Gaye Maidaan Main Wafadar-e-Sahaba Naat Lyrics in Roman English, Hindi, Urdu, and Gujarati. This beautiful Islamic kalaam highlights the love, respect, and virtues of the Sahaba-e-Kiram (رضی اللہ عنہم). Read the complete lyrics in four languages below.

Naat Information

DetailsInformation
Naat NameAa Gaye Maidaan Main Wafadar-e-Sahaba
CategoryIslamic Naat / Manqabat
LanguageUrdu
Lyrics AvailableRoman English, Hindi, Urdu, Gujarati
TopicSahaba-e-Kiram (رضی اللہ عنہم)
GenreIslamic Kalaam
ShareableYes

Aa Gaye Maidaan Main Wafadar-e-Sahaba Lyrics in Roman English

Aa Gaye Maidaan Main Wafadar-e-Sahaba
Lo Aa Gaye Maidaan Main Wafadar-e-Sahaba

Hai Meri Jaan (Sahaba), Hai Meri Aan (Sahaba),
Hai Meri Shaan (Sahaba), Meri Pehchaan (Sahaba)

Izzat Ka Hai Haqdar Wafadar-e-Sahaba
Zillat Ka Sazawar Hai Ghadar-e-Sahaba

Aaqa Ke Sahaba Hain, Pyare Sahaba
Sahaba Sahaba Hamare Sahaba

Nabi Chaand Hain Aur Sitare Sahaba

Siddiq Ki Tauheen Bhala Kaise Sunen Hum
Siddiq To Hai Beshak Sardar-e-Sahaba

Izzat Ka Hai Haqdar Wafadar-e-Sahaba

Baatil Ke Sar Ko Tan Se Juda Kar Ke Rakh Diya
Mashhoor Hain Jahaan Main Talwar-e-Sahaba

Andhe Dilon Ko Jis Ne Di Imaan Ki Chamak
Bemisaal-o-La Jawaab Thi Guftaar-e-Sahaba

Seerat Hai Inki Seerat-e-Sarkar-e-Do Aalam
Allah Ko Pasand Hai Kirdaar-e-Sahaba

Karte Hain Naaz Is Par Khuda Ke Malaika
Haasil Hai Jis Bashar Ko Bhi Deedar-e-Sahaba


Aa Gaye Maidaan Main Wafadar-e-Sahaba Lyrics in Hindi

आ गए मैदान में वफ़ादार-ए-सहाबा
लो आ गए मैदान में वफ़ादार-ए-सहाबा

है मेरी जान (सहाबा), है मेरी आन (सहाबा),
है मेरी शान (सहाबा), मेरी पहचान (सहाबा)

इज़्ज़त का है हक़दार वफ़ादार-ए-सहाबा
ज़िल्लत का सज़ावार है गद्दार-ए-सहाबा

आक़ा के सहाबा हैं, प्यारे सहाबा
सहाबा, सहाबा, हमारे सहाबा

नबी चाँद हैं और सितारे सहाबा

सिद्दीक़ की तौहीन भला कैसे सुनें हम
सिद्दीक़ तो है बेशक सरदार-ए-सहाबा

इज़्ज़त का है हक़दार वफ़ादार-ए-सहाबा

बातिल के सर को तन से जुदा कर के रख दिया
मशहूर हैं जहाँ में तलवार-ए-सहाबा

अंधे दिलों को जिसने दी ईमान की चमक
बेमिसाल-ओ-ला जवाब थी गुफ़्तार-ए-सहाबा


Aa Gaye Maidaan Main Wafadar-e-Sahaba Lyrics in Urdu

آ گئے میدان میں وفادارِ صحابہؓ
لو آ گئے میدان میں وفادارِ صحابہؓ

ہے میری جان (صحابہؓ)، ہے میری آن (صحابہؓ)،
ہے میری شان (صحابہؓ)، میری پہچان (صحابہؓ)

عزت کا ہے حقدار وفادارِ صحابہؓ
ذلت کا سزاوار ہے غدارِ صحابہؓ

آقا کے صحابہؓ ہیں، پیارے صحابہؓ
صحابہؓ، صحابہؓ، ہمارے صحابہؓ

نبیؐ چاند ہیں اور ستارے صحابہؓ

صدیقؓ کی توہین بھلا کیسے سنیں ہم
صدیقؓ تو ہے بیشک سردارِ صحابہؓ

عزت کا ہے حقدار وفادارِ صحابہؓ

باطل کے سر کو تن سے جدا کر کے رکھ دیا
مشہور ہیں جہاں میں تلوارِ صحابہؓ

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...8,253 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,479 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,551 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,512 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,279 views

Leave a Comment