Aa Dil Main Tujhe Rakh Loun Lyrics
Bay khud kiye detay hain, andaaz e hijabana
Aa dil mein tujhay rakh loon, aie jalwa e janana
Kyun aankh milayi thi, kyun aag lagayi thi
Ab rukh ko chupa baithay, ker kay mujhay deewana.
Jee chahata hai touhfay mein behjoun main unhein aakhein
Kay darshan ka to darshan ho, nazranay ka nazrana.
Kyun aankh milayee thi, kyoon aag lagayee thi
Ab rukh ko chupa baitha kar key mujhay dewana.
Peenay ko to pee loun ga per arz zara si hai
Kay ajmer ka saaqi ho, baghdad ka maikhana.
Bedam meri kismat mein sajday hain usi ghar kay
Chota hai na choutay ga sang e dar e janana.
Aa dil main tujhe rakh loun….
Na’at Lyrics Information:
Naat Khawan: Owais Raza Qadri
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...1,687 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...881 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...570 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...512 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...454 views