Pooch Te Kya Ho Madine Se Mai Kya Laya Hoon – Naat Lyrics
Pooch Te Kya Ho Madine Se Mai Kya Laya Hoon
Apni Aankhaun Mein Madine Ko Basa Laya Hoon
Dil Bhi Mera Hai Waheen Jaan Bhi Meri Hai Waheen (To Phir Lekar Kya Aae Ho)
Apne Kaandhaun Par Apne Laashay Ko Utha Laya Hoon
Jisne Choome Hai Qadam Sarwaray ‘Alam Ke
Khaak E Taibah Ko Mai Apni Palkuan Pay Saja Laya Hoon
Saya E Gumbade Khazra Me Ada Karke Namaaz
Apne Sar Ko Mai Arsh Ka Hum Paya Bana Laya Hoon
Jaan O Dil Wahaan Rakh Ke Amanath Ki Tarha
Phir Wahaan Janay Ke Asbaab Bana Laya Hoon
اسے شیئر کریں:
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,352 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...525 views