Sarkaar Ye Naam Tumhara Sab Naamo Se Hai Pyara Lyrics

Sarkaar Ye Naam Tumhara

 

A Lovely Naat I Like To Listen To.

Sarkaar Ye Naam Tumhara Sab Naamo Se Hai Pyara
Is Naam Se Chamka Suraj Or Chamka Chand Sitara

Hoa Har So Khoob Ujala, Hoa Roshan Aalam Sara
Mera Naam Karein Gha Roshan, Do Jag Mein Naam Tumhara

Lehron Ne Meri Ye Kashti, Har Janib Se Hain Gehri
Sarkaar Khabar Lo Meri, Sarkaar Khabar Lo Meri

Ho Mujhko Aafiat Ka, Mere Aaka Jald Kinaara
Mera Naam Karein Gha Roshan, Do Jag Me Naam Tumhara

Sahil Ho Tere Dar Ka, Milein Mujko Bheek Karam Ki
Rakh Laaj Eh Mere Aaka, Is Mere Chasm-E-Nam Ki

Karon Gumbade Khazra Ka, Ankhon Se Apni Nazaara
Mera Naam Karein Gha Roshan, Do Jab Mein Naam Tumhara

Meri Arz Khudara Sun Lo, Mere Haal Pe Mere Mujko Na Chordon
Zara Apni Chasme-Inayat, Bebas Ke Taraf Bhi Mordon

Bebas Ka Tum Ho Sahara, Bechar Ka Tum Ho Chara
Mera Naam Karein Gha Roshan, Do Jab Mein Naam Tumhara

Joh Mujh Par Beet Rahin Hain, Woh Kis Ko Kaise Bataon
Or Apni Dil Ki Hiqayat, Bhala Kis Ko Ja Ke Sunayon

Tumhi Mehram-E-Raaz Ho Mere, Mere Dad Rasi Ho Khudara
Mera Naam Karein Gha Roshan, Do Jag Mein Naam Tumhara

Mera Naam Karein Gha Roshan, Do Jag Mein Naam Tumhara
Mera Naam Karein Gha Roshan, Do Jag Mein Naam Tumhara

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...1,729 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...884 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...577 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...512 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...454 views

Leave a Comment