US HUSAIN IBN-E-HAIDAR PE LAKHO SALAM NAAT LYRICS

US HUSAIN IBN-E-HAIDAR PE LAKHO SALAM NAAT LYRICS

 

Mere Husain Tuje Salam Mere Husain Tuje Salam
Assalam Ya Husain Assalam Ya Husain

Jo Ke Noor-e-Nabi Ibn-e-Karrar Hai,
Khub Surat Gule Shahe Abrar Hai,
Jannati Naujawano Ke Sardar Hai
Us Husain Ibn-e-Haidar Pe Lakho Salam.

Jinki Paki Ki Khud Pak Aayat Dalil,
Jinki Khatir Hua Tha Wo Sajda Tavil,
Jinka Dushman Hai Dono Jahan Me Zalil,
Us Husain Ibn-e-Haidar Pe Lakho Salam.

Jinki Maa Sayyeda, Taiyyaba Tahira,
Batati Hai Neamte Inke Dar Se Sada,
Aisi Gaud Se Sikhi Thi Jisne Wafa
Us Husain Ibn-e-Haidar Pe Lakho Salam.

Jinka Jannat Se Tashrif Laya Hai Naam,
Jinki Barkat Se Roshan Hai Shubh O Sham,
Jinke Nana Hai Sab Ambiya Ke Imam
Us Husain Ibn-e-Haidar Pe Lakho Salam.

Jitni Ho Mehfile Jitni Ho Intezam,
Jitni Midahat Kare Fir Bhi Na Tamam
Haq Ada Kya Karega MUBEEN Ka Kalam
Us Husain Ibn-e-Haidar Pe Lakho Salam.

Naat Khwaan: Hafiz Tahir Qadri

 

 

عزم ویقیں کے نقش جمیل
حسین اعظم رضی اللہ تعالیٰ عنہ

حسینیت ’’انصاف‘‘ کانام ہے
یزیدیت ’’ظلم‘‘ کا نام ہے
حسینیت ’’امن ‘‘ کی علامت ہے
یزیدیت ’’تشدد‘‘ کی پہچان ہے
جہاں محبت ہے وہاں حسینیت ہے
جہاں نفرت ہے وہاں یزیدیت ہے
جہاں ’’الفت رسول‘‘ ہے وہاں حسینیت ہے
جہاں ’’توہین‘‘ ہے وہاں یزیدیت ہے
جہاں ’’تعظیم‘‘ ہے وہاں حسینیت ہے
جہاں ’’بے ادبی‘‘ ہے وہاں یزیدیت ہے
جہاں الفت اہلِ بیت ہے وہاں حسینیت ہے
جہاں اہلِ بیت سے بغض ہے وہاں یزیدیت ہے
جہاں صحابہ سے سچی نسبت ہے وہاں حسینیت ہے
جہاں صحابہ سے نفرت ہے وہاں یزیدیت ہے
جہاں ’’یادوں کے چراغ‘‘ روشن ہیں وہاں حسینیت ہے
جہاں’’ماتم و فغاں‘‘ ہے وہاں یزیدیت ہے
جہاں ’’ذکر حسین‘‘ ہے وہاں حسینیت ہے
جہاں ’’ڈھول تماشہ‘‘ ہے وہاں یزیدیت ہے
حسینیت عزم تازہ کا نام ہے
یزیدیت بزدلی کا نام ہے
حسینیت روشنی ہے
یزیدیت تیرگی ہے
حسینیت تابندگی ہے
یزیدیت شرمندگی ہے
حسینیت بلندی ہے
یزیدیت پستی یے
حسینیت منزلِ مقصود ہے
یزیدیت گم رہی ہے
حسینیت دینی تقاضوں کی تکمیل کا نام ہے
یزیدیت دین سے بیزاری کا نام ہے
حسینیت غلامیِ مصطفیٰ ہے
یزیدیت غلامیِ مغرب ہے
تم پر شہادت ناز کرتی ہے_

از غلام مصطفٰی رضوی

عزم و یقین کے ساتھ
شہدائے کربلا کی یاد منائیں
اسلامی احکامات پر عمل کریں
غریبوں کے دکھ درد میں شامل ہوں
اور وقت کے یزیدوں کا مقابلہ اسلاف کی راہ اختیار کر کے کریں

شہنشاہ شہیداں ہو انوکھی شان والے ہو
حسین ابن علی تم پر شہادت ناز کرتی ہے
(حضور تاج الشریعہ)

ترسیل فکر شہادت:
فرید رضوی
☆ نوری مشن،اعلیٰ حضرت ریسرچ سینٹر مالیگاؤں

_*🔮🌻👉🏼Hazrat Imran Bin Husain RadiyAllahu Ta’ala Anhuma Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :👇*_

_*🔮🌻👉🏼Tum Log Ali Ke Mut’alliq Kya Chaahte Ho?*_

_*🔮🌻👉🏼Tum Log Ali Ke Mut’alliq Kya Chaahte Ho?*_

_*🔮🌻👉🏼Tum Log Ali Ke Mut’alliq Kya Chaahte Ho?*_

_*🔮🌻👉🏼Phir Farmaya :👇*_

_*🌹💎Beshak Ali Mujh Se Hai Aur Mein Ali Se Hoo’n Aur Woh Mere Baad Har Momin Ka Wali Hai.”*_

_*📗[ 01-Tirmidhi, Al-Jami’ As-Sahih, 06/78, Raqam-3712,*_

_*📘02-Nasa’i, Khsa’is Amir-ul-Mominin Ali Bin Abi Talib KarramAllahu Ta’ala Waj’hahul Kareem,/77, 92, Raqam-65, 86,*_

_*🌼🌷👉🏼Ahmad Bin Hanbal Ki “Al-Musnad (04/437, 438)” Me Bayan Kardah Riwayat Ke Aakhiri Alfaaz Ye Hain :*_

 

_📚👉🏼🇭​🇦​🇩​🇪​🇪​🇸​.3_

_*🌻🌹💎“Aur Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ka Chehra-E-Mubarak Mutaggir Ho Gaya, Phir Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :👇*_

_*✊🏻🌹Ali (Kee Mukhaalifat Karna) Chhod Do, Ali (Kee Mukhaalifat Karna) Chhod Do, Beshak Ali Mujh Se Hai Aur Mein Ali Se Hoo’n Aur Woh Mere Baad Har Momin Ka Wali Hai.”*_

_*👉🏼Ibn Kathir Ne Imam Ahmad Kee Riwayat “Al-Bidayah Wan-Nihayah (05/458)” Me Naqal Kee Hai.📘*_

_*📗👉🏼Me Is Riwayat Ko Muslim Kee Shara’it Ke Mutaabiq Sahih Qaraar Diya Hai, Jab Ki Dhahabi Ne Is Par Khaamoshi Ikhtiyaar Kee Hai.*_

_*📘��🏼Ibn Hibban Ne “As-Sahih (15/373, 374, Raqam-6929)” Me Ye Hadith Qawi Sanad Se Riwayat Kee Hai.*_

_*📒👉🏼Aboo Ya’la Ne “Al-Musnad (01/293, Raqam-355)” Me Ise Riwayat Karte Huwe Kaha Hai Ki Is Ke Reejaal Sahih Hain, Jab Ki Ibn Hibban Ne Bhi Ise Sahih Qaraar Diya Hai.*_

_*📕👉🏼15-Hisam-ud-Deen Hindi, Kanz-ul-Ummal, 13/142, Raqam-36444,*_

_*📒👉🏼Nasa’i Kee Bayan Karda Donon Riwayat Kee Isnaad Sahih Hain.]*_

 

_📚👉🏼🇭​🇦​🇩​🇪​🇪​🇸​.4_

_*📜⚜👉🏼“Hazrat Sa’d Bin Abi Waqqas RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Riwayat Hai Ki Mein Ne Rasool-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ko Ye Farmate Huwe Suna :*_

_*📜⚜👉🏼˝Jis Ka Mein Wali Hoo’n Us Ka Ali Wali Hai.”*_

_*📜⚜👉🏼Aur Mein Ne Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ko (Hazrat Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hahul Kareem Ko) Ye Farmate Huwe Suna :*_

_*📜⚜👉🏼˝Tum Meri Jagah Par Usi Tarah Ho Jaise Haaroon, Moosa Kee Jagah They, Magar Mere Baad Koi Nabi Nahin.”*_

_*📜⚜👉🏼Aur Mein Ne Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ko (Ghazwa-E-Khaibar Ke Mouka’ Par) Ye Bhi Farmate Huwe Suna :*_

_*📜⚜👉🏼˝Mein Aaj Us Shakhs Ko Alam Ata Karunga Jo Allah Aur Us Ke Rasool Se Mohabbat Karta Hai.”*_

_*📗[ 01-Ibn Majjah Ne Ye Sahih Hadith “As-Sunan (01/90, Al-Muqaddimah, Raqam-121)” Me Riwayat Kee Hai.*_

_*📘02-Nasa’i Ne Ye Hadith “Khasais-E-Amir-ul-Mominin Ali Bin Abi Talib KarramAllahu Ta’ala Waj’hahul Kareem (Shafah,/32, 33, Raqam-91)” Me Zara Mukhtalif Alfaaz Ke Saath Naqal Kee Hai.*_

_*📕03-Ibn Abi Aasim, Kitab-us-Sunnah,/608, Raqam-1386,*_

_*📒04-Mizzi, Tuhfat-ul-Ashraf Bi-Marifat-il-Atraf, 03/302, Raqam-3901.]*_

*🌹🔮👉🏼“Bara’ Bin Aazib RadiyAllahu Ta’ala Anhu Riwayat Karte Hain Ki Hum Ne Rasoolullah SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ke Saath Hajj Ada Kiya,*_

_*🌹💎🌹Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Raaste Me Aik Jagah Qiyaam Farmaya Aur Namaz Bajama’at (Qaayim Karne) Ka Hukm Diya,*_

_*🌹🔮👉🏼Us Ke Baad Hazrat Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hahul Kareem Ka Haath Pakad Kar Farmaya :👇*_

_*🌹🔮👉🏼˝Kya Mein Momin Kee Jaanon Se Qarib Tar Nahin Hoo’n ?*_

_*🌹🔮👉🏼Unhone Jawaab Diya : Kyon Nahin !*_

_*🌹💎🌹Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :👇*_

_*🌹🔮👉🏼˝Kya Mein Har Momin Kee Jaan Se Qarib Tar Nahin Hoo’n ?*_

_*🌹🔮👉🏼Unhone Jawab Diya : Kyoon Nahin !*_

_*🌹💎🌹Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :👇*_

_*🌹🔮��🏼˝Pas Yah Us Ka Wali Hai Jis Ka Mein Moula Hoo’n.*_

_*☝🏻🕋Aye Allah! Jo Ise Dost Rakhe Use Too Dost Rakh (Aur) Jo Is Se Adaawat Rakhe Use Too Adaawat Rakh.”*_

_*📗[ 01-Ibn Majah, As-Sunan, 01/88, Al-Muqaddimah, Raqam-112,*_

_*📘02-Ibn Abi Asim Ne “Kitab-us-Sunnah (Safah-603, Raqam-1362)” Me Mukhtasaran Zikr Kee Hai,*_

_*📒03-Hisam-ud-Deen Hindi, Kanz-ul-Ummal, 11/602, Raqam-32904,*_

_*📕04-Ibn Asakir, Tarikh Dimishq Al-Kabir, 45/167, 168, 👈🏻Yah Hadith Sahih Hai.]*_

 

📚👉🏼🇭​🇦​🇩​🇪​🇪​🇸​.6_

○──────●●●──────○

_*“`✊🏻📃⚜HAR MOMIN KA WALI ALI HEI..*_“`

○──────●●●──────○

_*🌹💎🌹“Bara’ Bin Aazib RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Riwayat Hain Hum Rasool-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ke Saath Safar Par They,*_

_*📃🔮👉🏼(Raaste Me) Hum Ne Ghadir Khum Me Qayam Kiya. Waha’n Needa Dee Gayi Ki Namaz Khadi Ho Gayi Hai Aur Rasool-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ke Liye Do² Darakhton Ke Niche Safaayi Kee Gayi,*_

_*📃🔮👉🏼Pas Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Namaz-E-Zohar Ada Kee Aur Hazrat Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hahul Kareem Ka Haath Pakad Kar Farmaya :👇*_

_*📃🔮👉🏼˝Kya Tumhein Ma’loom Nahin Ki Mein Momin Kee Jaanon Se Bhi Qarib Tar Hoo’n ?*_

_*📃🔮👉🏼Unhone Kaha : Kyon Nahin ! Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :👇*_

_*📃🔮👉🏼˝Kya Tumhein Ma’loom Nahin Ki Mein Har Momin Kee Jaan Se Bhi Qarib Tar Hoo’n ?👇*_

_*📃🔮👉🏼Unhone Kaha : Kyoon Nahin ! Raawi Kahta Hai Ki Phir Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Hazrat Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hahul Kareem Ka Haath Pakad Kar Farmaya :👇*_

○──────●●●──────○

_*🌹✊🏻˝Jis Ka Mein Moula Hoo’n Us Ka Ali Moula Hai.*_

○──────●●●──────○

_*☝🏻🌹Aye Allah! Use Too Dost Rakh Jo Ise (Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hahul Kareem Ko) Dost Rakhe Aur Us Se Adaawat Rakh Jo Is Se Adaawat Rakhe.”*_

_*📃🔮👉🏼Raawi Kahta Hai Ki Is Ke Baad Hazrat Umar RadiyAllahu Ta’ala Anhu Ne Hazrat Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hahul Kareem Se Mulaqat Kee Aur Un Se Kaha :*_

_*📃🔮👉🏼˝Aye Ibn Abib Talib ! Mubarak Ho, Aap Sub’h-O-Sham (Ya’ni Hamesha Ke Liye) Har Momin Wa Mominah Ke Liye Moula Ban Gaye.”*_

_*📗[ 01-Ahmad Bin Haal Ne “Al-Musnad (04/281)” Me Bara’ Bin Abi RadiyAllahu Ta’ala Anhuma Se Ye Hadith Do² Mukhtalif Isnaad Se Bayan Kee Hai.*_

_*📕2-Muhib Tabari, Al-Riyad-un-Nadarah Fi Manaqib-ul-Ashrah, 03/126, 127,*_

 

Leave a Comment