Gar Talab Se Kuch Masiwa Chahiye Naat lyrics
Gar Talab Se Kuch Masiwa Chahiye
Un Ka Daaman Nahi Chhodna Chahiye
Dil Ko Deede Rukhe Mustafa Chahiye
Aaine Ke Liye Aaina Chahiye
Hath Me Daamane Mustafa Aa Gaya
Ek Gunahgar Ko Aur Kya Chahiye
Tum Mile To Do aalam Ki Daulat Mile
Isse Badh Kar Hume Aur Kya Chahiye
Nematen Dono Aalam Ki De Kar Mujhe
Pochte Hain Bataa Aur Kya Chahiye
Samne Sarware Do Jahaan Aa Gaye
Hashr Me Aur Bismil Ko Kya Chahiye
Share Lyric :
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,211 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,959 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,936 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,609 views