Ramzan e Madine Naat Lyrics
Allah dikha de mujhe
Ramzan e Madina
Aati hai yahi lab pe
Dua Roz o Shabina
Ramzan e Madina
Ramzan me umre ki
Sa’adat mujhe de de
Aaqa ki Maa e Yeth
Mile hajj ka khazina
Allah dikha de mujhe
Ramzan e Madina
Ramzan e Madina
Sehri ki woh raunak
Dar e Sarkar pe dekhe
Allah mera ghar bhi
Ho mehroom kahi na
Allah dikha de mujhe
Ramzan e Madina
Ramzan e Madina
Iftar karu Masjid e Nabawi
Ke sehan me
Mil jaye meri zeest ko
Lamhath e Sakina
Allah dikha de mujhe
Ramzan e Madina
Ramzan e Madina
Ramzan e Madina Jo
Guzar jaye karam se
Phir eid Ujagar ki ho
Haa Eid e Madina
Allah dikha de mujhe
Ramzan e Madina
Ramzan e Madina
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...4,408 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,171 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...980 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...845 views