Jo Khayal Aaya Tha Khwab Me Wo Jamal Apna Dikha Gaye Naat Lyrics

Jo Khayal Aaya Tha Khwab Me Wo Jamal Apna Dikha Gaye Naat Lyrics

 

Jo Khayal Aaya Tha Khwab Me Wo Jamal Apna Dikha Gaye
Ye Mahak Lahak Thi Libaas Me Ke Makaan Saara Basaa Gaye

Hame Dame Gam Se Chhuda Gaye Hame Masi’at Se Bacha Gaye
Wo Nabi Mohhamad-e-Mustafa Ke Jo Su-E-Arse Ula Gaye

Ye Halima Bhed Khulla Nahi Ye Maka Me Chun-o-Chura Nahi
Tu Khuda Se Puchh Wo Kon The Teri Bakriya Jo Chara Gaye

Kahi Husn Banke Kabul Me Kahi Rang Banke Wo Phool Me
Kahi Noor Banke Rasool Me Wo Jamal Apna Dikha Gaye

Wo Darud Tum Par Hazar Ha Mere Rahenuma Mere Na Khuda
Mera Par Beda Laga Gaye Meri Dubi Kashti Tira Gaye

Teri Juthi Khuti Bachi Kuchi Jo Mili To Akbar-E-Warsi
Wo Bhare Nashe Ki Tarang Me Kahi Kahi Ki Suna Gaye

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...9,473 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,121 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,123 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,805 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,536 views

Leave a Comment