Jabse Mujhko Nisbate Makhdoom E Simnani Mili Naat Lyrics

Jabse Mujhko Nisbate Makhdoom E Simnani Mili Naat Lyrics
Jabse Mujhko Nisbate Makhdoom E Simnani Mili
Mushkile Jitni Bhi Aayi Unme Aasani Mili

Takhte Simnani Ki Raunayi Ko Thokar Mar Kar
Dono Alam Ki Mere Ashraf Ko Sultani Mili

Ashraf E Saif E Zubaan Ki Dekhiye Ruhaniyat
Bezubaan Asnaam Ko Behrike Jismaani Mili

Yaa Khuda Ye Khuld Hai Ya Hai Kichhochhe Ki Zameen
Mujhko Ko Har Soorat Yaha Par Jaani Pehchani Mili

Allah Allah Ye Ataye Gaus o Khwaja Hai Mujhe
Bargahe Hazrate Mahboobe Yazdaani Mili

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,150 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,589 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,037 views

Leave a Comment