milad ka mausam aaya hai Naat Lyrics

milad ka mausam aaya hai Naat Lyrics

 

zum zum zum aaya hai zum zum zum

aaya hai zum zum zum aaya hai

milad ka mausam aaya hai (2)

aaya hai aaya hai aaya hai

milad ka mausam aaya hai (2)

 

kushiyo ka sawan laya hai

milad ka mausam aaya hai

suhana mausam aaya suhana mausam aaya

kushiyo ka sawan laya hai

milad ka mausam aaya hai

ik kaif jaha par chhaya hai

milad ka mausam aaya hai

 

ab chak jigar ke silte hain

gunche kushiyo ke khite hai

ab fazalo karam ka saya hai

milad ka mausam……………..

 

gilmano malaik jannat ko

kuch or muzyyan karte hain

maula ne khald sajaya hai

milad ka mausam……………..

 

sakar ki aamad par rab ne

apni kudrat dikhlai hain

rahmat ka mih barsaya hain

milad ka mausam……………..

 

kaliyo kaliyo par joban hain

phoolu phoolu par joban hain

guncha guncha muskaya hain

milad ka mausam……………..

 

kurban halima me tuj par

hai teri godi mai sarwar

ye kesa mukadar paya hai

milad ka mausam……………..

 

bebas ka sahara hain sarwar

mazalum ke hami hai yawar

har kohe julm giraya hai

milad ka mausam……………..

 

rahamat rab ki neamat rab ki

utari hai ‘ujagar’ aalam par

sadab zamana aaya hai

milad ka mausam…………….

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...1,875 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...898 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...672 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...514 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...469 views

Leave a Comment