Ye Jashn Mubarak ki Ghadi kaisi ghadi hai Naat Lyrics
Ye Jashn Mubarak ki Ghadi kaisi ghadi hai Hotho pe Tabassum hai Aankho me Nami hai
Har Fool Shagufta hai to Mumtaz kali hai Lagta hai abhi Noor ki baochar hui hai
Hai Peer ke chahere se aya jalwae Hasnain Aur Fatema Zahra ki rida sab pe tani hai
Mahrum na laotenga koi aaj yaha se Mago to ye Darbar Sakhi Ibne Sakhi hai
Zahra me kadam rakhde to Gulzar bana de Ye shaane Gulamane Rasool E Arbi hai
Ek hind mere Peer ka shohra nhi yaaro Har mulk me Murshid ki mere dhoom machi hai
Aalim koi Haafeez to koi Kari koi Sufi Sabko Dar E Murshid ki ye Saougat mili hai
Raazi Ba Raza rahte hai har haal me Masroor Muddat se zamane ki nazar dekh rahi hai
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...3,955 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,105 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...967 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...758 views