Dil Se Hazar Bar Madina Tujhe Salam Lyrics

Dil Se Hazar Bar Madina Tujhe Salam Lyrics

 

Dil Se Hazar Bar Madina Tujhe Salaam

Aaqa Ka Tu Dayar Madina Tujhe Salaam

Lareib Khare Dashte Madina Ke Husn Par

Qurban Lalazaar Madina Tujhe Salaam

Tujhse Mitti Hamesha Meri Bekrariyaan

Tu Dil Ka Hai Qaraar Madina Tujhe Salaam

Tutay Mera Joh Daam To Madina Ho Samne

Yeh Dil Ki Hai Pukaar Madinah Tujhe Salaam

Taiba Se Door Kaise Ujagar Rahe Ga Ab

Mushkil Hai Intizaar Madina Tujhe Salaam

Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam

Aaqa Ka Tu Dayar Madina Tujhe Salaam

 

 

Dil se hazar bar madina tujhe salam lyrics

Dil se hazaar baar madina tujhe salam
Aaqa ka tu dayaar madina tujhe salam

 

दिल से हज़ार बार मदीना तुझे सलाम
आक़ा का तू दयार मदीना तुझे सलाम

 

Laraib khar e dasht e madina ke husn par
Kurban lala zaar madina tujhe salam

 

लारैब ख़ार ए दश्त ए मदीना के हुस्न पर
कुर्बान लालाज़ार मदीना तुझे सलाम

 

Tujhse miti hamesha meri be-qarariyan
Tu dil ka hai qaraar madina tujhe salam

 

तुझसे मिटीं हमेशा मेरी बे-क़रारियां
तू दिल का है क़रार मदीना तुझे सलाम

 

Toote mera jo dam to madina ho samne
Ye dil ki hai pukaar madina tujhe salam

 

टूटे मेरा जो दम तो मदीना हो सामने
ये दिल की है पुकार मदीना तुझे सलाम

 

Taiba se door kaise Ujagar rahega ab
Mushkil hai intizar madina tujhe salam

 

तैबा से दूर कैसे उजागर रहेगा अब
मुश्किल है इन्तिज़ार मदीना तुझे सलाम

 

Dil se hazaar baar madina tujhe salam
Aaqa ka tu dayaar madina tujhe salam

 

दिल से हज़ार बार मदीना तुझे सलाम
आक़ा का तू दयार मदीना तुझे सलाम

 

Dil se hazar bar madina tujhe salam lyrics in hindi

Naat Khan: Muhammad Ashfaq Attari

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,353 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...528 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment