KHUDA KA KHAS EK EHSAAN HAI YE AULIA ALLAH NAAT LYRICS

KHUDA KA KHAS EK EHSAAN HAI YE AULIA ALLAH NAAT LYRICS

 

Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah
Zamana Jism Hai Aur Jaan Hai Ye Aulia Allah

Inhi K Khun Ki Surkhi Say Hai Ab Tak Jaha
Roushan Kitab E Ishq Ka Unwaan Hai Ye Aulia Allah

Dua E Sab Ko Dayte Hai Kisi Say Kuch Nahi Layte
Misaal E Suray E Rahaman Hai Ye Aulia Allah

Ye Jis Basti Say Utjaaye Wo Basti Paak Ho Jaye
Gunahgaron Ka Sayebaan Hai Ye Aulia Allah

Kabhi Zinda Kabhi Maqtal Kabhi Suli Pay Chadte
Hai Wafa Ki Aakhri Pehchan Hai Ye Aulia Allah

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,167 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,593 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,046 views

Leave a Comment