LAHAD ME AAQA KI DEED HOGI NAAT LYRICS

LAHAD ME AAQA KI DEED HOGI NAAT LYRICS

 

Lahad Me Aaqa Ki Deed Hogi
Me saj Ke Ghar Se Nikal Raha Hu
Mere Azizo Ye Rona Kaisa
Makan Hi To Badal Raha Hu

Mere Janaze Pe Rone Waalo
Fareb me Ho Bagor Dekho
Mara Nahi Hu Game Nabi Me
Libas e Hasti Badal Raha Hu

Wo Baad Hi Ke Sawal kahde
Nakir Aaqa Ka Zikar Chedo
Milan Ki Shab He kafan Me Rah Kar
Khushi Ke Maare Machal Raha Hu

Kisi Ke Dar Ka faqir Hu Me
Muhabato Ka Asir Hu Me
Me Be Sahara Nahi Hu logo
Nabi Ke Tukdo Pe Pal Raha Hu

Gunah Ki Gathri He Sar Pe Bhaari
Huzur Kaise Me Guzru Pul Se
Bachalo aa kar Shafi e Mahshar
Ke Pul Se Ab me Guzar Raha Hu

Bahut Kathin He HASAN Ki Raate
Sunate Rahiye Nabi Ki Naate
Sukoon Milta He Dard e Dil Ko
Me Naat Sun Kar Machal Raha Hu

Popular Posts

नबी का लब पर जो ज़िक्र है बे-मिसाल आया, कमाल आया ! / Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Be-Misaal Aaya, Kamaal Aaya !नबी का लब पर जो ज़िक्र है बे-मिसाल आया, कमाल आया !...2 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...1 views
Aankhon Ko Wo Pur Kaif Nazare Nahin Bhooleआँखों को वो पुर-कैफ़ नज़ारे नहीं भूले / Aankhon Ko Wo Pur...1 views
Haajiyo Aao Shahenshah Ka Roza Dekho LyricsHajio Aao Shahenshah Ka Roza Dekho Lyrics AdminMay 26, 2024 हाजियो आओ,...1 views
Bulalo Sarkar Tum Apne Dar Par LyricsBulalo Sarkar Tum Apne Dar Par Bulalo Sarkar Tum Apne Dar Par...1 views

Leave a Comment