Zinda Hain Maula Hussain

Hafiz Tahir Qadri aur Hafiz Ahsan Qadri ki aawaz me parha gaya yeh Muharram Kalam dilon me jazba-e-ishq-e-Hussain ko taza karta hai.
Is kalam me Shauq Faridi ne Shah-e-Karbala Maula Hussain r.a. ki abad-o-javed shaan aur haq-o-sadaqat ke raste par unki jeet ko bayan kiya hai.
Aaiye is muqaddas aur naye Muharram kalam ke zariye khandan-e-Mustafa ki bargah me darood-o-salam ka nazrana pesh karein.

Naat InformationDetails
Naat TitleZinda Hain Maula Hussain
Poet / WriterShauq Faridi
CategoryMuharram Kalam / Manqabat
Naatkhawan / Reciter & Hafiz Ahsan Qadri

Naat Lyrics in Roman

Zinda Hain Maula Hussain, Hussain Zinda Hain
Zinda Hain Maula Hussain, Hussain Zinda Hain

Zinda Hussain, Zinda Hussain, Hussain Zinda Hain
Shahzada Ali Ka, Pyara Hai Nabi Ka

Zehn Me Hamare Haq Ka Yeh Daira Hai
Shaheed Marte Nahi Aur Hussain Jaise Shaheed

Hum Is Yaqeen Ko Haq Aur Bada-e-Deen Samajhte Hain
Hamari Palkon Pe Aansu Nahi Charaghan Hai

Hum Hussain Ke Gham Ko Roshni Samajhte Hain
Zinda Hai Wo… Hussain

Udhar Hazaron The Sab Zulm Aur Jafa Wale
Idhar The Sirf Bahattar Magar Wafa Wale

Wo Saare Mit Gaye Jinka Jahan Me Charcha Hai
Mera Hussain To Din-ba-Din Aur Chamka Hai

Zinda Hain Maula Hussain, Hussain Zinda Hain
Yazeed Naam Ka Milta Nahi Jahan Me Koi

Hussain Naam Ka Karte Hain Ehtemam Sabhi
Hussain Naam Ka Hona Yehi Batata Hai

Yazeed Mit Gaya, Mera Hussain Zinda Hai
Zinda Hain Maula Hussain, Hussain Zinda Hain

Tilawat-e-Quran Dikhai Deta Hai Roshan
Hussainiyat Ka Nishan, Suno Jo Shauq Faridi

To Wajd Karte Hue Dil Mera Yeh Kehta Hai
Zinda Hai Hamara Hussain, Hussain Zinda Hain

Zinda Hain Maula Hussain, Hussain Zinda Hain

Naat Lyrics in Hindi

ज़िंदा हैं मौला हुसैन, हुसैन ज़िंदा हैं
ज़िंदा हैं मौला हुसैन, हुसैन ज़िंदा हैं

ज़िंदा हुसैन, ज़िंदा हुसैन, हुसैन ज़िंदा हैं
शहज़ादा अली का, प्यारा है नबी का

ज़ेहन में हमारे हक़ का ये दायरा है
शहीद मरते नहीं और हुसैन जैसे शहीद

हम इस यक़ीन को हक़ और बक़ा-ए-दीं समझते हैं
हमारी पलकों पे आँसू नहीं चराग़ाँ है

हम हुसैन के ग़म को रोशनी समझते हैं
ज़िंदा है वो… हुसैन

उधर हज़ारों थे सब जुल्म और जफ़ा वाले
इधर थे सिर्फ़ बहत्तर मगर वफ़ा वाले

वो सारे मिट गए जिनका जहाँ में चर्चा है
मेरा हुसैन तो दिन-ब-दिन और चमका है

ज़िंदा हैं मौला हुसैन, हुसैन ज़िंदा हैं
यज़ीद नाम का मिलता नहीं जहाँ में कोई

हुसैन नाम का करते हैं एहतमाम सभी
हुसैन नाम का होना यही बताता है

यज़ीद मिट गया, मेरा हुसैन ज़िंदा है
ज़िंदा हैं मौला हुसैन, हुसैन ज़िंदा हैं

तिलावत-ए-क़ुरान दिखाई देता है रोशन
हुसैनियत का निशान, सुनो जो शौक़ फरीदी

तो वज्द करते हुए दिल मेरा ये कहता है
ज़िंदा है हमारा हुसैन, हुसैन ज़िंदा हैं

ज़िंदा हैं मौला हुसैन, हुसैन ज़िंदा हैं

Naat Lyrics in Urdu

زندہ ہیں مولا حسینؑ، حسینؑ زندہ ہیں
زندہ ہیں مولا حسینؑ، حسینؑ زندہ ہیں

زندہ حسینؑ، زندہ حسینؑ، حسینؑ زندہ ہیں
شہزادہ علیؑ کا، پیارا ہے نبیؐ کا

ذہن میں ہمارے حق کا یہ دائرہ ہے
شہید مرتے نہیں اور حسینؑ جیسے شہید

ہم اس یقین کو حق اور بقائے دیں سمجھتے ہیں
ہماری پلکوں پہ آنسو نہیں چراغاں ہے

ہم حسینؑ کے غم کو روشنی سمجھتے ہیں
زندہ ہے وہ۔۔۔ حسینؑ

ادھر ہزاروں تھے سب ظلم اور جفا والے
ادھر تھے صرف بہتر مگر وفا والے

وہ سارے مٹ گئے جن کا جہاں میں چرچا ہے
میرا حسینؑ تو دن بہ دن اور چمکا ہے

زندہ ہیں مولا حسینؑ، حسینؑ زندہ ہیں
یزید نام کا ملتا نہیں جہاں میں کوئی

حسینؑ نام کا کرتے ہیں اہتمام سبھی
حسینؑ نام کا ہونا یہی بتاتا ہے

یزید مٹ گیا، میرا حسینؑ زندہ ہے
زندہ ہیں مولا حسینؑ، حسینؑ زندہ ہیں

تلاوتِ قرآن دکھائی دیتا ہے روشن
حسینیت کا نشان، سنو جو شوق فریدی

تو وجد کرتے ہوئے دل میرا یہ کہتا ہے
زندہ ہے ہمارا حسینؑ، حسینؑ زندہ ہیں

زندہ ہیں مولا حسینؑ، حسینؑ زندہ ہیں

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...8,071 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,269 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,528 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,460 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,245 views

Leave a Comment