Deen-e-Muhammadi Ka Ujala Hussain Hai

Sayyed Shabahat Hussain sahab ka likha aur Sayyed Abdul Wasi Qadri ki aawaz me parha gaya yeh kalam dilon ko jazba-e-karbala se sarshaar karta hai.
Is pakizah manqabat me Shah-e-Karbala Imam Hussain r.a. ki shaan, unke sabr aur yazeediyat ke khilaf unki azeem fateh ko bayan kiya gaya hai.
Aaiye is ruhanat se labrez kalam ko padhein aur Shah-e-Karbala r.a. ki bargah me apni sachi aqeedat pesh karein.

Naat InformationDetails
Naat TitleDeen-e-Muhammadi Ka Ujala Hussain Hai
Poet / WriterSayyed Shabahat Hussain
CategoryManqabat-e-Imam Hussain
Naatkhawan / ReciterSayyed Abdul Wasi Qadri

Naat Lyrics in Roman

deen-e-muhammadi ka ujaala husain hai
mere rasool-e-paak ka pyaara husain hai

jis ne kuchal ke rakh diya taKHt-e-yazeed ko
sher-e-KHuda ke ghar ka wo beTa husain hai

is daur ke yazeed se sunni ko Dar nahi.n
kyunki hamaare seeno.n me.n zinda husain hai

us ke bhi us yazeed ko apna na keh sake
duniya ye keh rahi hai hamaara husain hai

piTna hi hai wo seena jis me.n nahi.n husain
ham ‘aashiqo.n ke seeno.n me.n aaqa husain hai

KHauf-e-yazeediyat ho Shabaahat ko kis liye
daada hai us ke Gaus to naana husain hai

Poet:
Sayyed Shabahat Hussain

Naat-Khwaan:
Sayyed Abdul Wasi Qadri

Naat Lyrics in Hindi

दीन-ए-मुहम्मदी का उजाला हुसैन है
मेरे रसूल-ए-पाक का प्यारा हुसैन है

जिस ने कुचल के रख दिया तख़्त-ए-यज़ीद को
शेर-ए-ख़ुदा के घर का वो बेटा हुसैन है

इस दौर के यज़ीद से सुन्नी को डर नहीं
क्यूँकि हमारे सीनों में ज़िंदा हुसैन है

उस के भी उस यज़ीद को अपना न कह सके
दुनिया ये कह रही है हमारा हुसैन है

पिटना ही है वो सीना जिस में नहीं हुसैन
हम ‘आशिक़ों के सीनों में आक़ा हुसैन है

ख़ौफ़-ए-यज़ीदियत हो शबाहत को किस लिए
दादा है उस के ग़ौस तो नाना हुसैन है

शायर:
सय्यिद शबाहत हुसैन

ना’त-ख़्वाँ:
सय्यिद अब्दुल वसी क़ादरी

Naat Lyrics in Urdu

دینِ محمدی کا اجالا حسین ہے
میرے رسولِ پاک کا پیارا حسین ہے

جس نے کچل کے رکھ دیا تختِ یزید کو
شیرِ خدا کے گھر کا وہ بیٹا حسین ہے

اس دور کے یزید سے سنی کو ڈر نہیں
کیوں کہ ہمارے سینوں میں زندہ حسین ہے

اس کے بھی اس یزید کو اپنا نہ کہہ سکے
دنیا یہ کہہ رہی ہے ہمارا حسین ہے

پٹنا ہی ہے وہ سینہ جس میں نہیں حسین
ہم عاشقوں کے سینوں میں آقا حسین ہے

خوفِ یزیدیت ہو شباہت کو کس لیے
دادا ہیں اس کے غوث تو نانا حسین ہے

شاعر:
سید شباہت حسین

نعت خواں:
سید عبدالوسیٰ قادری

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...9,197 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,906 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,045 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,699 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,459 views

Leave a Comment