Main Kya Karun Bayan Fazilat Hussain Ki

Hazrat Imam Hussain r.a. ki bargah-e-ali me pesh kiya gaya yeh nihayat hi mukhtasar aur pur-asar kalam dilon ko rulata hai.
Is mashhoor manqabat me Shah-e-Karbala ki azeem fazilat, unke darjay aur Karbala ki shahaadat ke dardnak manzar ko bayan kiya gaya hai.
Aaiye is muqaddas kalam ko padhein aur Shah-e-Karbala ki bargah me apni sachi muhabbat aur azeem aqeedat ka nazrana pesh karein.

Naat InformationDetails
Naat TitleMain Kya Karun Bayan Fazilat Hussain Ki
Poet / WriterTraditional
CategoryManqabat-e-Imam Hussain
Naatkhawan / ReciterSaleem Raza Pilibhiti

Naat Lyrics in Roman

mai.n kya karu.n bayaan fazeelat husain ki
allah jaanta hai haqeeqat husain ki

kehte the baar-baar mai.n haidar ka laal hu.n
maani na zaalimo.n ne naseehat husain ki

duniya me.n chaaro.n jaanib kohraam mach gaya
karbal me.n jab hui thi shahaadat husain ki

Naat-Khwaan:
Saleem Raza Pilibhiti

Naat Lyrics in Hindi

मैं क्या करूँ बयान फ़ज़ीलत हुसैन की
अल्लाह जानता है हक़ीक़त हुसैन की

कहते थे बार-बार मैं हैदर का लाल हूँ
मानी न ज़ालिमों ने नसीहत हुसैन की

दुनिया में चारों जानिब कोहराम मच गया
कर्बल में जब हुई थी शहादत हुसैन की

ना’त-ख़्वाँ:
सलीम रज़ा पीलीभीती

Naat Lyrics in Urdu

میں کیا کروں بیان فضیلت حسین کی
اللہ جانتا ہے حقیقت حسین کی

کہتے تھے بار بار میں حیدر کا لال ہوں
مانی نہ ظالموں نے نصیحت حسین کی

دنیا میں چاروں جانب کہرام مچ گیا
کربل میں جب ہوئی تھی شہادت حسین کی

نعت خواں:
سلیم رضا پیلی بھیتی

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...8,431 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,555 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,576 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,540 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,306 views

Leave a Comment