Ishq Se Malamal Hote Hain | Un Ke Naukar Kamal Hote Hain

इश्क़ से माला-माल होते हैं | उन के नौकर कमाल होते हैं / Ishq Se Malamal Hote Hain | Un Ke Naukar Kamal Hote Hain
कमाल होते हैं, कमाल होते हैं
कमाल होते हैं, कमाल होते हैं

‘इश्क़ से माला-माल होते हैं
उन के नौकर कमाल होते हैं

कमाल होते हैं, कमाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

अपने मँगतों के सर पे शाम-ओ-सहर
बीबी ज़हरा के लाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

‘इश्क़ से माला-माल होते हैं
उन के नौकर कमाल होते हैं

मेरे लजपाल के सख़ी दर से
सब के पूरे सवाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

कमाल होते हैं, कमाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

उन का सदक़ा जो लोग खाते हैं
वही टुकड़े हलाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

‘इश्क़ से माला-माल होते हैं
उन के नौकर कमाल होते हैं

‘इश्क़-ए-ख़ैर-उल-वरा में जब देखो
आगे आगे बिलाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

कमाल होते हैं, कमाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

‘आशिक़ों को, सुहैल फ़ारूक़ी !
यार ही के ख़याल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

‘इश्क़ से माला-माल होते हैं
उन के नौकर कमाल होते हैं

शायर:
सुहैल कलीम फ़ारूक़ी

ना’त-ख़्वाँ:
उमैर ज़ुबैर

 

kamaal hote hai.n, kamaal hote hai.n
kamaal hote hai.n, kamaal hote hai.n

‘ishq se maala-maal hote hai.n
un ke naukar kamaal hote hai.n

kamaal hote hai.n, kamaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

apne mangto.n ke sar pe shaam-o-sahar
bibi zahra ke laal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

‘ishq se maala-maal hote hai.n
un ke naukar kamaal hote hai.n

mere lajpaal ke saKHi dar se
sab ke poore sawaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

kamaal hote hai.n, kamaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

un ka sadqa jo log khaate hai.n
wohi Tuk.De halaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

‘ishq se maala-maal hote hai.n
un ke naukar kamaal hote hai.n

‘ishq-e-KHair-ul-wara me.n jab dekho
aage aage bilaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

kamaal hote hai.n, kamaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

‘aashiqo.n ko, Suhail Farooqi !
yaar hi ke KHayaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

‘ishq se maala-maal hote hai.n
un ke naukar kamaal hote hai.n

Poet:
Sohail Kaleem Farooqi

Naat-Khwaan:
Umair Zubair

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,601 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...4,021 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...3,004 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,764 views
Jinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam LyricsJinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam Lyrics Jinki Maa Fatima Aur...2,629 views

Leave a Comment