Ramzan Ke Ye Lamhe Ab Door Ho Rahe Hain | Al Wada Ramzan Al Wada

Ramzan Ke Ye Lamhe Ab Door Ho Rahe Hain | Al Wada Ramzan Al Wada
अल-वदा’, रमज़ान ! अल-वदा’
अल-वदा’, रमज़ान ! अल-वदा’

रमज़ान के ये लम्हे अब दूर हो रहे हैं
बस अल-वदा’ कहें हम, मजबूर हो रहे हैं

अल-वदा’, रमज़ान ! अल-वदा’

हम से रहा न जाए, कुछ भी कहा न जाए
तुझ से जुदाई का ग़म हम से सहा न जाए
टूटा है दिल का शीशा और चूर हो रहे हैं

अल-वदा’, रमज़ान ! अल-वदा’

रौनक़ भरा समाँ था, नूरी था सब नज़ारा
‘इस्याँ के जो हैं मारे, है उन का तू सहारा
जज़्बे ‘इबादतों के अब दूर हो रहे हैं

अल-वदा’, रमज़ान ! अल-वदा’

इफ़्तार और सहर में रौनक़ हुई थी हर-सू
रमज़ान की बहारें फैली हुई थीं हर-सू
चारों तरफ़ नज़ारे बे-नूर हो रहे हैं

अल-वदा’, रमज़ान ! अल-वदा’

कर न सके हैं कोई रब की ‘इबादतें
हम ने भुला ही डाली रब की ‘इनायतें
नादिम हैं, ऐ ख़ुदाया ! मग़्मूम हो रहे हैं

अल-वदा’, रमज़ान ! अल-वदा’

इस आरज़ू से सानी महरूम हो न जाएँ
रौज़ा-ए-मुस्तफ़ा पर ऐ काश ! तुझ को पाएँ
तेरी जुदाई से हम रंजूर हो रहे हैं

बस अल-वदा’ कहें हम, मजबूर हो रहे हैं

अल-वदा’, रमज़ान ! अल-वदा’

शायर:
मुहम्मद हनीफ़ सानी

ना’त-ख़्वाँ:
सय्यिद हस्सानुल्लाह हुसैनी

 

al-wada’, ramzaan ! al-wada’
al-wada’, ramzaan ! al-wada’

ramzaan ke ye lamhe ab door ho rahe hai.n
bas al-wada’ kahe.n ham, majboor ho rahe hai.n

al-wada’, ramzaan ! al-wada’

ham se raha na jaae, kuchh bhi kaha na jaae
tujh se judaai ka Gam ham se saha na jaae
TooTa hai dil ka sheesha aur choor ho rahe hai.n

al-wada’, ramzaan ! al-wada’

raunaq bhara samaa.n tha, noori tha sab nazaara
‘isyaa.n ke jo hai.n maare, hai un ka tu sahaara
jazbe ‘ibaadato.n ke ab door ho rahe hai.n

al-wada’, ramzaan ! al-wada’

iftaar aur sahar me.n raunaq hui thi har-soo
ramzaan ki bahaare.n phaili hui thi.n har-soo
chaaro.n taraf nazaare be-noor ho rahe hai.n

al-wada’, ramzaan ! al-wada’

kar na sake hai.n koi rab ki ‘ibaadate.n
ham ne bhula hi Daali rab ki ‘inaayate.n
naadim hai.n, ai KHudaya ! maGmoom ho rahe hai.n

al-wada’, ramzaan ! al-wada’

is aarzoo se saani mehroom ho na jaae.n
rauza-e-mustafa par ai kaash ! tujh ko paae.n
teri judaai se ham ranjoor ho rahe hai.n

bas al-wada’ kahe.n ham, majboor ho rahe hai.n

al-wada’, ramzaan ! al-wada’

Poet:
Muhammad Hanif Sani

Naat-Khwaan:
Syed Hassan Ullah Hussaini

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...355 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...242 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...230 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...184 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...166 views

Leave a Comment