Noor E Pinhan Ali Ali Lyrics

Noor E Pinhan Ali Ali Lyrics

Hai Shuhood E Noor E Pinhañ Ya Ali Ya Ali
Main Fida E Noor E Yazdaañ Ya Ali Ya Ali
Hai Shuhood E Noor E Pinhan Ya Ali Ya Ali
Main Fida E Noor E Yazdaan Ya Ali Ya Ali

 

Agar Zindagi Me Hai Uljhan To Kya Gham
Fida E Dar E Shah E Mushkil Kusha Hun
Mere Dil Me Unki Wilayat Basi Hai
Agar Ruk Rahi Hai Ye Dhadkan To Kya Gham.

 

Mujhe Loriyañyeñ Sunaai Thiñ Maa Ne
Bina Hubb E Haider Bina E Adam Hai
Ali Se Hi Qaaim Jahan Ka Bharam Hai
Zamin Par Bahar E Ali Ka Karam Hai

 

Ali Ali Ali Ali Ali
Ali Ali Ali Ali Ali

 

Peshwayam Shaahe Mardañ Han
Rahnumayam Shaahe Shaha
Ya Ali, Ya Ali,

 

Hai Shuhood E Noor E Pinhañ Ya Ali Ya Ali
Main Fida E Noor E Yazdaañ Ya Ali Ya Ali

 

Mere Murshidoñ Ne Khabar Mujh Ko Di Hai
Wahañ Par Ali Se Mulaqat Hogi
Ye Jab Se Suna Hai Ajab Ik Khushi
Mujhe Maut Se Hi Mohabbat Hui
Ali Saath Ho To Yateemi Ka Kya Dar
Yateemoñ Ki Khatir Ali Aasra Hai
Mujhe Maal O Zar Ki Tamanna Nahin Hai
Mile Ishq E Haider Khazana Yehi Hai.

 

Ali Ali Ali Ali Ali
Ali Ali Ali Ali Ali Ya

 

Muddaa’yam Misl E Quraañ
Muktada’yam Kulle Imaañ

Ya Ali Ya Ali
Ya Ali Ya Ali

 

Hai Shuhood E Noor E Pinhañ Ya Ali Ya Ali
Main Fida E Noor E Yazdaañ Ya Ali Ya Ali

 

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...3,952 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,099 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...967 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...754 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...737 views

Leave a Comment