aawaz panch waqt lagati hai momino Naat Lyrics
Aawaz panch waqt lagati hai momino
Aao namaz hamko bulati hai momino
Aa jao momino aa jao momino
Hayyalassat ki aawaz jab suno
Chaldo namaz ke liye har kam chhor do
Aawaz panch waqt lagati…………………..
Do sab baro ko pyaar se dawat namaz ki
Dalo tum apne bachon ko aadat namaz ki
Aawaz panch waqt lagati…………………..
Batladu kese milta hai kya kya namaz me
Had ye ke rab semilta hai banda namaz me
Aawaz panch waqt lagati…………………..
Farmane mustafa(saw) hai ye din ka sukun hai
Thandak hai aankh ki ye dilo ka sukun hai
Aawaz panch waqt lagati…………………..
Tablig me namaz ki mashgul me rahu
Ye ek kam mere khuda umra bhar karu
Aawaz panch waqt lagati…………………..
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,650 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,844 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,790 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,272 views