Tu Shah E Khuban Tu Jaane Jaana

Tu Shah e Khuban Tu Jane Jana Lyrics

 

Tu Shahe Khooba Tu Jane Jana Hai Chehra Ummul Kitab Tera
Na Ban Saki Hai Na Ban Sake Ga Misal Teri Jawab Tera

Tu Sbse Awal Tu Sbse Aakhir Mila Hai Husne Dawam Tujh Ko
Hai Umr Lakho Baras Ki Teri Magar Hai Raza Shbab Tera

Hai Kitna Khalqe Azeem Tera Hai Kitna Lutfe Amim Tera
Huwa Na Jan K Bh Dushmano Pr Shahe Do Alam Utab Tera

Ho Mushko Anbar Ya Buay Jannat Nazar Mai Uski Hai Be Haqeeqat
Mila Hai Jisko Mala Hai Jisnay Paseena Rashke Gulab Tera

Mai Tere Husno Baya K Sadqe Mai Teri Meethi Zuba K Sadqe
Ba Range Khushbu Dilo Mai Utra Hai Kitna Dilkash Khitab Tera

Khuda Ki Gherat Ne Dal Rakhe Hain Tujh Pe Sattar Hazar Parday
Jahan Mai Ban Jatay Toor Lakho Jo Ek Bh Uthta Hijab Tera

Hai Tu Bh Saim Ajeeb Insa Jo Roze Mehshar Se Hai Harasa
Ary Tu Jin Ki Hai Naat Parhta Wohi To Lenge Hisaab Tera

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,656 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,845 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,792 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,272 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,912 views

Leave a Comment