Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada Naat Lyrics

Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada

Jo Karam Mujpe Mere Nabi Ne Kiya

Main Sajata Tha Sarkar Ki Mehafile

Mujko Har Gam Se Rab Ne Bari Kar Diya

Is Karam Ka Karoon Shukr………………………

Lamha Lamha Hai Mujpar Nabi Ki Ata

Dosto Or Mangu Main Maula Se Kya

Kya Ye Kam Hai Ke Mere Khuda Ne Muje

Apne Mehbub Ka Ummati Kar Diya

Is Karam Ka Karoon Shukr………………………

Zikr Sarkar Ki Hai Bari Barkate

Mil Gai Rahate Azamate Rifa-ate

Main Gunahgaar Tha Be-amal Tha Magar

Mustafa(saw) Ne Muje Jannati Kar Diya

Is Karam Ka Karoon Shukr………………………

Jo Dare Mustafa(saw) Ke Daga Ho Gae

Dekhte Dekhate Kya Se Kya Ho Gae

Aisi Chasme Karam Hai Sarkar Ne

Har Daga Ko Shafi Ne Wali Kar Diya

Is Karam Ka Karoon Shukr………………………

Koy Mayus Lota Na Darbar Se

Jo Bhi Manga Mila Mere Sarkar Se

Sadake Jau ‘Niyazi’ Mai Lajpal Ke

Dono Aalam Mai Mujko Sakhi Kar Diya

Is Karam Ka Karoon Shukr………………………

Jo Bhi Aaya Hai Mehfil Main Sarkaar Ki,

Haazari Mil Gaee Jiss Ko Darbaar-e-ki,

Koee Siddeeq-e-farooq, Usmaan Huwe,

Aur Kissee Ko Nabi Nay Ali Kar Diya

Is Karam Ka Karoon Shukr………………………

Mere Shaahe Madina Ki Kya Baat Hai,

Un Ki Dar Say Millee Sab Ko Khairaat Hai,

Sadqay Jaaon Nay-yaazi Main Lajpaal Kay,

Har Gadaa Ko Sakheenay Sakhee Kar Diya

Is Karam Ka Karoon Shukr………………………

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...8,262 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,488 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,553 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,515 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,280 views

Leave a Comment