Shahe Jilani Manqabat Lyrics

Nabi Ka Laadla Pyara Dulara Shah e Jilani

Sabhi Ki Aankh Ka Tara Hai Pyara Shah e Jilani

 

Banaya Jisne Rahzan Ko Nabi Ke Deen Ka Rahbar

Wahi Hai Ahle Sunnat Ka Sahara Shah e Jilani

Qadam Waliyon Ki Gardan Par Hai Jiska Sun Lo Ae Logo

Wohi Hai Rab Ka Pyara Aur Hamara Shah e Jilani

 

Nahi Koi Waseela Hai Tumhare Dar Pe Aane Ka

Koi Imdaad Ho Jaye Khudara Shah e Jilani

 

Yaqinan Daakhila Uska To Hoga Khuld Bala Me

Jo Ho Bas Naam Lewa Hee Tumhara Shah e Jilani

 

Usey Maidan e Mahshar Ki Bhala Kyon Fikr Ho Noori

Mila Hai Jisko Bhi Daman Tumhara Shah e Jilani

 

Nabi Ka Laadla Pyara Lyrics
Hindi And English lyrics

| Naat-E-Paak|

Khalid Mahmud ‘Khalid’ | Allama Saim Chishti | Bedam Warsi | Ajmal Sultanpuri Naat | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan

 

| Qawwali |

| Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ |Nazir Ejaz Faridi | Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hasan |

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,829 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,619 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,324 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,218 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,107 views

Leave a Comment