Meem E Madina Marehra Ki Qismat Hai
Meem E Madina Marehra Ki Qismat Hai
Iss Ghumbad Ko Uss Ghumbad Se Nisbat Hai
Khali Jholi Le Kar Mangta Aaye Hain
Hazrat E Qasim Ki Jaanib Se Daawat Hai
Yaha Se Jo Khaali Lauta Khali Hi Raha
Han Han Aisa Saksh Bada Bad-Qismat Hai
Dekho Ye Kaisa Noorani Chehra Hai
Murshid Ka Deedar Bhi Ek Ibadat Hai
Unke Murshid Unke Upar Naaz Kare
Han Han Ye Bhi Shaan E Aala Hazrat Hai
Nazmi Tum Bhi Paanv Pakad Lo Murshid Ke
Inn Qadmon Ke Neeche Bhi To Jannat Hai
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,655 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,574 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,292 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,195 views