Ham Dar E Aaqa Pay Sar Apna Jhuka Letay Hain Lyrics

Ham Dar-E-Aaqa (S.A.W) Pay Sar Apna Jhuka Letay Hain Naat Lyrics
Ham Dar-E-Aaqa (S.A.W) Pay Sar Apna Jhuka Letay Hain
Sach Bataana Array Duniya Tera Kya Letay Hain

Uss Ko Aankho Pay Bithaatay Hain Zamaane Waalay
Jiss Ko Mehboob (S.A.W)-E-KHUDA Apna Bana Letay Hain

Waqt Ki Kaif Nahee Hay Ye Karam Ki Baatein
Jab Bhi Sarkaar (S.A.W) Ki Marzi Ho Bula Letay Hain

Gham Kay Maarou Ka Tabeebo Na Karo Koi Elaag
Ham Ghame Ishq-E-Nabi (S.A.W) May Bhi Maza Letay Hain

Patharou Tum Tou Ho Pathar Magar Aaqa (S.A.W) Meray
Tum Say Gar Chaheu Tou Kalma Bhi Parha Letay Hain

Jab Nahi Milti Kahee Say Bhi Sukooun Ki Daulat
Teri (S.A.W) Mefil Teray (S.A.W) Dewaanay Saja Letay Hain
Ye Bhi Sarkaar (S.A.W) Ki Rehmat Hay Karam Hay Unka
Ham Jahaa Jaey Wahaa Rang Jamaa Letay Hain

Gumbad-E-Khazra (S.A.W) KHUDA Tujh Ko Salaamat Rakhay (Aameen)
Dekh Letay Hain Tujhay Pyaas Bujha Letay Hain

Popular Posts

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...39 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...38 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...29 views
Salam Aap Par Tajdare Madina Lyrics  Salam Aap Par Tajdare Madina Darood Aap Par Share Yaar Madina...19 views
नबी का लब पर जो ज़िक्र है बे-मिसाल आया, कमाल आया ! / Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Be-Misaal Aaya, Kamaal Aaya !नबी का लब पर जो ज़िक्र है बे-मिसाल आया, कमाल आया !...18 views

Leave a Comment