Mojiza Mere Nabi Ka Keh Diya To Ho Gaya Naat Lyrics

Mojiza Mere Nabi Ka Keh Diya To Ho Gaya Naat Lyrics

 

Mo’jiza mere Nabi ka Keh diya to ho gaya
Ap ne qatre ko dariya Keh diya toh ho gaya

Haat me talwar lekar Aaye jab hazrat umar
Aa mere daman me aaja Keh diya toh ho gaya

Aab deeda the ba waqte Asr jab Hazrat Ali
Doobe suraj ko nikalja Keh diya toh ho gaya

Masjid e Nabavi me ghar se Aap ke mimbar talak
Aap ne jannat ka tukda Keh diya toh ho gaya

Billiyo pe unki shafkat Aur muhabbat dekh kar
Mustafa ne bu huraira Keh diya to ho gaya

Mustafa ko hai khuda se Pyaar kitna dekhiye
Khana e kaaba ko qibla Keh diya toh ho gaya

Naam lekar Mustafa ka Haat me lekar kalam
Mai ne Ajmal ek qasida Keh diya toh ho gaya

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,643 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...4,027 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...3,010 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,777 views
Jinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam LyricsJinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam Lyrics Jinki Maa Fatima Aur...2,661 views

Leave a Comment