Allah Aur Rasool Ke Pyare Muaawiya Naat Lyrics

अल्लाह और रसूल के प्यारे मु’आविया / Allah Aur Rasool Ke Pyaare Mu’aawiya
हैं आसमान-ए-रुश्द के तारे मु’आविया
अल्लाह और रसूल के प्यारे मु’आविया

ताज-ए-सहाबियत ने बढ़ाई है उन की शान
सौंपी हसन ने उन को ख़िलाफ़त की आन-बान
होगा न कम किसी से वक़ार-ए-मु’आविया
अल्लाह और रसूल के प्यारे मु’आविया

हैं आसमान-ए-रुश्द के तारे मु’आविया
अल्लाह और रसूल के प्यारे मु’आविया

असहाबी कन-नुजूम है ए’लान-ए-मुस्तफ़ा
सब से वफ़ा करो ये है फ़रमान-ए-मुस्तफ़ा
हैं इस लिए हमारे तुम्हारे मु’आविया
अल्लाह और रसूल के प्यारे मु’आविया

हैं आसमान-ए-रुश्द के तारे मु’आविया
अल्लाह और रसूल के प्यारे मु’आविया

बज़्म-ए-सहाबियत के वो दोनों सिराज हैं
उन के निशान-ए-पा सर-ए-मोमिन के ताज हैं
बेशक ‘अली हमारे, हमारे मु’आविया
अल्लाह और रसूल के प्यारे मु’आविया

हैं आसमान-ए-रुश्द के तारे मु’आविया
अल्लाह और रसूल के प्यारे मु’आविया

आक़ा ने उन को महदी-ओ-हादी की दी दु’आ
ता-हश्र जगमगाएगा वो जल्वा-ए-हुदा
है रहबरी पे अब भी मिनार-ए-मु’आविया
अल्लाह और रसूल के प्यारे मु’आविया

हैं आसमान-ए-रुश्द के तारे मु’आविया
अल्लाह और रसूल के प्यारे मु’आविया

मिल्लत को ‘अज़मतों की सहर बख़्श दीजिए
ए शाह ! अपना फ़ैज़-ए-नज़र बख़्श दीजिए
दामन फ़रीदी भी है पसारे, मु’आविया !
अल्लाह और रसूल के प्यारे मु’आविया

हैं आसमान-ए-रुश्द के तारे मु’आविया
अल्लाह और रसूल के प्यारे मु’आविया

शायर:
अल्लामा सलमान रज़ा फ़रीदी मिस्बाही

ना’त-ख़्वाँ:
सबतर अख़्तरी

 

hai.n aasmaan-e-rushd ke taare mu’aawiya
allah aur rasool ke pyaare mu’aawiya

taaj-e-sahaabiyat ne ba.Dhaai hai un ki shaan
saunpi hasan ne un ko KHilaafat ki aan-baan
hoga na kam kisi se waqaar-e-mu’aawiya
allah aur rasool ke pyaare mu’aawiya

hai.n aasmaan-e-rushd ke taare mu’aawiya
allah aur rasool ke pyaare mu’aawiya

ashaabi kan-nujoom hai e’laan-e-mustafa
sab se wafa karo ye hai farmaan-e-mustafa
hai.n is liye hamaare tumhaare mu’aawiya
allah aur rasool ke pyaare mu’aawiya

hai.n aasmaan-e-rushd ke taare mu’aawiya
allah aur rasool ke pyaare mu’aawiya

bazm-e-sahaabiyat ke wo dono.n siraaj hai.n
un ke nishaan-e-paa sar-e-momin ke taaj hai.n
beshak ‘ali hamaare, hamaare mu’aawiya
allah aur rasool ke pyaare mu’aawiya

hai.n aasmaan-e-rushd ke taare mu’aawiya
allah aur rasool ke pyaare mu’aawiya

aaqa ne un ko mahdi-o-haadi ki di du’aa
taa-hashr jagmagaaega wo jalwa-e-huda
hai rahbari pe ab bhi minaar-e-mu’aawiya
allah aur rasool ke pyaare mu’aawiya

hai.n aasmaan-e-rushd ke taare mu’aawiya
allah aur rasool ke pyaare mu’aawiya

millat ko ‘azmato.n ki sahar baKHsh dijiye
ai shaah ! apna faiz-e-nazar baKHsh dijiye
daaman Fareedi bhi hai pasaare, mu’aawiya !
allah aur rasool ke pyaare mu’aawiya

hai.n aasmaan-e-rushd ke taare mu’aawiya
allah aur rasool ke pyaare mu’aawiya

Poet:
Allama Salman Raza Fareedi Misbahi

Naat-Khwaan:
Sabtar Akhtari

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,352 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...525 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment