Lahad Mein Ishqe Rukhe Shah Ka Daagh Naat Lyrics

Lahad Me Ishq E Rukh E Shah Ka Naat lyrics

 

Lahad Me Ishq E Rukh E Shah Ka Daag Le Ke Chale
Lahad Me Ishq E Rukh E Shah Ka Daag Le Ke
Lahad Me Ishq E Rukh E Shah Ka Daag Naat Lyrics

Lahad Me Ishq E Rukh E Shah Ka Daag Naat Lyrics

Shayar: Ala Hazrat | Naat e Paak

Naat Khwan: Owais Raza Qadri, Ghulam Raza Hassani, Nadeem Raza Faizi, Sajjad Nizami, Masoom Sangam

Hadaaiqe Bakhshish Part 2

 

लह़द में इ़श्क़े रुख़े शह का दाग़ ले के चले

अंधेरी रात सूनी थी चिराग़ ले के चले

Lahad Mein Ishq E Rukh E Shah Ka Daag Le Ke Chale

Andheri Raat Suni Thi Chiraagh Le Ke Chale

 

 

तेरे ग़ुलामों का नक़्शे क़दम है राहे ख़ुदा

वोह क्या बहक सके जो येह सुराग़ ले के चले

Tere Ghulamon Ka Naqshe Qadam Hai Raahe Khuda

Woh Kya Bahak Sakey Jo Yeh Suragh Le Ke Chale

 

 

जिनां बनेगी मुह़िब्बाने चार यार की क़ब्र

जो अपने सीने में येह चार बाग़ ले के चले

Jina(N) Banegi Muhibbane Chaar Yaar Ki Qabr

Jo Apne Seene Me Yeh Chaar Baagh Le Ke Chale

 

 

गए, ज़ियारते दर की, सद आह ! वापस आए

नज़र के अश्क पुछे दिल का दाग़ ले के चले

Gaye Ziyarat-E-Dar Ki, Sud Aah ! Waapas Aaye

Nazar Ke Ashk Puchh-E-Dil Ka Daagh Le Ke Chale

 

 

मदीना जाने जिनानो जहां है वोह सुन लें

जिन्हें जुनूने जिनां सूए ज़ाग़ ले के चले

Madina Jaane Jinaan-O-Jahan Hai Woh Sun Le

Jinhe Junoone Jinaa(N) Sooye Zaagh Le Ke Chale

 

 

तेरे सह़ाबे सुख़न से न नम कि नम से भी कम

बलीग़ बहरे बलाग़त बलाग़ ले के चले

Tere Sahabe Sukhan Se Na Num Ki Num Se Bhi Kam

Baleegh Bahre Bala-ghat Balagh Le Ke Chale

 

 

हुज़ूरे त़यबा से भी कोई काम बढ़ कर है

कि झूटे ह़ीलए मक्रो फ़राग़ ले के चले

Huzure Taiba Se Bhi Koi Kaam Bad Kar Hai

Ki Jhoote Heela-E-Makro Faragh Le Ke Chale

 

 

तुम्हारे वस्फ़े जमालो कमाल में जिब्रील

मुह़ाल है कि मजालो.मसाग़ ले के चले

Tumhare Wasfe Jamaalo Kamaal Me Jibreel

Muhaal Hai Ki Majaalo Masaaagh Le Ke Chale

 

 

गिला नहीं है मुरीदे रशीदे शैत़ां से

कि उस के वुस्अ़ते इ़ल्मी का लाग़ ले के चले

Gila Nahi Hai Mureed-E-Rasheed-E-Shaita(N)

Ki Us Ke Wus’ate Ilmi Ka Laagh Le Ke Chale

 

 

हर एक अपने बड़े की बड़ाई करता है

हर एक मुग़्बचा मुग़ का अयाग़ ले के चले

Har Ek Apne Bade Ki Badaai Karta Hai

Har Ek Mughabacha Mugh Ka Ayaagh Le Ke Chale

 

 

मगर ख़ुदा पे जो धब्बा दरोग़ का थोपा

येह किस लई़ं की ग़ुलामी का दाग़ ले के चले

Magar Khuda Pe Jo Dhabba Darogh Ka Thopa

Yeh Kis Laaee(N) Ki Ghulami Ka Daagh Le Ke Chale

 

 

वुक़ूए किज़्ब के मा’नी दुरुस्त और क़ुद्दूस

हिये की फूटे अ़जब सब्ज़ बाग़ ले के चले

Wuqoo-E-Kizb Ke Maa’ni Durust Aur Quddoos

Hiye Ki Footey Ajab Subz Baagh Le Ke Chale

 

 

जहां में कोई भी काफ़िर सा काफ़िर ऐसा है

कि अपने रब पे सफ़ाहत का दाग़ ले के चले

Jahan Me Koi Bhi Kaafir Saa Kaafir Aisa Hai

Ki Apne Rab Pe Safahat Ka Daagh Le Ke Chale

 

 

पड़ी है अन्धे को आदत कि शोरबे ही से खाए

बटेर हाथ न आई तो ज़ाग़ लेके चले

Padi Hai Andhe Ko Aadat Ki Shorbe He Se Khaaye

Bater Haath Na Aai To Zaagh Le Ke Chale

 

 

ख़बीस बहरे ख़बीसा, ख़बीसा बहरे ख़बीस

कि साथ जिन्स को बाज़ो कुलाग़ ले के चले

Khabees Bahre Khabisa, Khabisa Bahre Khabees

Ki Saath Jins Ko Baazo Kulaagh Le Ke Chale

 

 

जो दीन कव्वों को दे बैठे उन को यक्सां है

कुलाग़ ले के चले या उलाग़ ले के चले

Jo Deen Kawwon Ko De Baith-E-Un Ko Yaksa(N) Hai

Kulaagh Le Ke Chale Ya Ulaagh Le Ke Chale

 

 

रज़ा किसी सग-ए-त़यबा के पाउं भी चूमे

तुम और आह कि इतना दिमाग़ ले के चले

RAZA Kisi Sug-E-Taiba Ke Paau(N) Bhi Choome

Tum Aura Ah Ki Itna Dimaagh Le Ke Chale

 

 

Hindi And English Naat Lyrics

Hindi And English Naat Lyrics

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...84 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...67 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...58 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...40 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...35 views

Leave a Comment