Yeh Naaz Yeh Andaaz Hamare Nahin Hote Lyrics || Barkate Raza

Sarkar-e-Do-Alam ﷺ ki azeem panah aur unki shafa’at ki be-panah nematon ka zikr karta ye bemisaal kalam “Yeh Naaz Yeh Andaaz Hamare Nahin Hote” har aashiq-e-rasool ke dil ki dharqan hai.
Is kalam me ek mangte ki besh-baha khush-naseebi aur nabi-e-kareem ﷺ ke dar se milne wali azeem nisbat ka shukrana nihayat dilkash andaz me bayan kiya gaya hai.
Aaiye is dildoz aur roohani naat-e-pak ko baghair kisi tarjume ke mukhtalif rasmul-khat aur munasib talaffuz ke sath adab se padhte hain.

Naat InformationDetails
Naat TitleYeh Naaz Yeh Andaaz Hamare Nahin Hote
Poet / WriterKhalid Mahmood Khalid Naqshbandi
CategoryNaat-e-Rasool-e-Maqbool
Naatkhawan / ReciterAl-Haj Owais Raza Qadri

Naat Lyrics in Roman

ye naaz ye andaaz hamaare nahin hote
jholi mein agar tukde tumhaare nahin hote

jab tak ke madine se ishaare nahin hote
raushan kabhi qismat ke sitaare nahin hote

milti na agar bheek huzoor aap ke dar se
is thaat se mangton ke guzaare nahin hote

be-daam hi bik jaiye bazaar-e-nabi mein
is shaan ke saude mein khasaare nahin hote

wo chahein bula lein jise ye un ka karam hai
be-izn madine ke nazaare nahin hote

damaan-e-shafa’at mein hamein kaun chhupata
sarkar ! agar aap hamaare nahin hote

hum jaise nikammon ko gale kaun lagata
sarkar ! agar aap hamaare nahin hote

ye nisbat-e-sarkar ka ejaaz hai warna
toofan se namoodaar kinaare nahin hote

khalid ye tasadduq hai faqat na’at ka warna
mahshar mein tere waare-nyaare nahin hote

Naat Lyrics in Hindi

ये नाज़, ये अंदाज़, हमारे नहीं होते
झोली में अगर टुकड़े तुम्हारे नहीं होते

जब तक के मदीने से इशारे नहीं होते
रौशन कभी क़िस्मत के सितारे नहीं होते

मिलती न अगर भीक, हुज़ूर ! आप के दर से
इस ठाठ से मँगतों के गुज़ारे नहीं होते

बे-दाम ही बिक जाइए बाज़ार-ए-नबी में
इस शान के सौदे में ख़सारे नहीं होते

वो चाहें बुला लें जिसे ये उन का करम है
बे-इज़्न मदीने के नज़ारे नहीं होते

दामान-ए-शफ़ाअ’त में हमें कौन छुपाता
सरकार ! अगर आप हमारे नहीं होते

हम जैसे निकम्मों को गले कौन लगाता
सरकार ! अगर आप हमारे नहीं होते

ये निस्बत-ए-सरकार का एजाज़ है वर्ना
तूफ़ाँ से नमूदार किनारे नहीं होते

ख़ालिद ! ये तसद्दुक़ है फ़क़त ना’त का वर्ना
महशर में तेरे वारे-न्यारे नहीं होते

Naat Lyrics in Urdu

یہ ناز یہ انداز ہمارے نہیں ہوتے
جھولی میں اگر ٹکڑے تمھارے نہیں ہوتے

جب تک کہ مدینےسے اشارے نہیں ہوتے
روشن کبھی قسمت کے ستارے نہیں ہوتے

ملتی نہ اگر بھیک حضور آپ کےدر سے
اِس ٹھاٹ سےمنگتوں کےگزار ے نہیں ہوتے

بےدام ہی بک جائیےبازار نبی میں
اس شان کےسودے میں خسارے نہیں ہوتے

وہ چاہیں بلا لیں جسے یہ اُن کا کرم ہے
بےاذن مدینےکےنظارے نہیں ہوتے

دامانِ شفاعت میں ہمیں کون چھپاتا
سرکار ! اگر آپ ہمارے نہیں ہوتے

ہم جیسےنکموں کو گلےکون لگاتا
سرکار اگر آپ ہمارے نہیں ہوتے

یہ نسبتِ سرکار کا اعجاز ہے ورنہ
طوفاں سے نمودار کنارے نہیں ہوتے

خالد یہ تصدق ہے فقط نعت کا ورنہ
محشر میں ترے وارے نیارے نہیں ہوتے

Naat Lyrics in Gujarati

યે નાઝ યે અન્દાઝ હમારે નહીં હોતે
ઝોલી મેં અગર ટુકડે તુમ્હારે નહીં હોતે

જબ તક કે મદીને સે ઇશારે નહીં હોતે
રૌશન કભી કિસ્મત કે સિતારે નહીં હોતે

મિલીતી ન અગર ભીખ હુઝૂર આપ કે દર સે
ઇસ ઠાઠ સે મંગતોં કે ગુઝારે નહીં હોતે

બે-દામ હી બિક જાઇએ બાઝાર-એ-નબી મેં
ઇસ શાન કે સૌદે મેં ખસારે નહીં હોતે

વો ચાહેં બુલા લેં જિસે યે ઉન કા કરમ હૈ
બે-ઇઝ્ન મદીને કે નઝારે નહીં હોતે

દામાન-એ-શફાઅત મેં હમેં કૌન છુપાતા
સરકાર ! અગર આપ હમારે નહીં હોતે

હમ જૈસે નિકમ્મોં કો ગલે કૌન લગાતા
સરકાર ! અગર આપ હમારે નહીં હોતે

યે નિસ્બત-એ-સરકાર કા એજાઝ હૈ વર્ના
તૂફાઁ સે નમૂદાર કિનારે નહીં હોતે

ખાલિદ યે તસદ્દુક હૈ ફકત નાત કા વર્ના
મહશર મેં તેરે વારે-ન્યારે નહીં હોતે

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,194 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,959 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,933 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,601 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,055 views

Leave a Comment