Faisla Nabi Ka Hai Lyrics

Faisla Nabi Ka Hai Lyrics

 

Faisla Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka hai Sunni bakhshe jaenge
Garmee Qayamat se hum najaat Paenge

Jitne hai a’ado Pyare Sarware do Alam (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke
Atish e jahannam me woh jalae jaenge

Noor se chamak uthee bil-yakheen lahad meri
Qabr me mere Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)muskurate aaenge

Roze hashr kauthar ka jaam apni ummat ko
Apne Daste Aqdas se Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) pilate jaenge

Inka Dar pe janay ka gar sharf mila hum ko
Naat e Mustafa nadim hum sunate jaenge

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,573 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,555 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,280 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,188 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,076 views

Leave a Comment