Raate Bhi Madine Ki Baatein Bhi Madine Ki Naat Lyrics | Barkate Raza

Raate Bhi Madine Ki Baatein Bhi Madine Ki Naat Lyrics

Raate Bhi Madine Ki Baate Bhi Madine Ki Naat Lyrics

Raate bhi madine ki
Baate bhi madine ki
Jine me yeh jina hai
Kya baat hai jine ki

Azmat ki mutabik jab
Alfaz nahi milte
Tariff kare koi
Kis tarah madine ki
Raate bhi madine ki
Baate bhi madine ki

Yeh zakm hai taiba ka
Yeh sabko nahi milta
Koshish na kare koi
Is zakm ko sine ki
Raate bhi madine ki
Baate bhi madine ki

Wo dil me jab aate hai
Quran bhi khulta hai
Hikmat hai yeh kudrat ki
Yeh baat hai sine ki
Raate bhi madine ki
Baate bhi madine ki

Arsa hua taiba ki
Galiyon se vo guzre the
Un galiyon me abtak bhi
Khusbu hai pasine ki
Raate bhi madine ki
Baate bhi madine ki

Har saal madine me
Mirza ko bulate hai
Is tarah jagah te hai
Takdeer kamine ki
Raate bhi madine ki
Baate bhi madine ki
Jine me yeh jina hai
Kya baat hai jine ki

Email This
BlogThis!
Share to Twitter
Share to Facebook
Share to Pinterest

 

रातें भी मदीने की, बातें भी मदीने की / Raatein Bhi Madine Ki, Baatein Bhi Madine Ki

रातें भी मदीने की, बातें भी मदीने की
जीने में ये जीना है, क्या बात है जीने की

‘अर्सा हुआ तयबा की गलियों से वो गुज़रे हैं
इस वक़्त भी गलियों में ख़ुश्बू है पसीने की

ता’रीफ़ के लाइक़ जब अल्फ़ाज़ नहीं मिलते
ता’रीफ़ करे कोई किस तरह मदीने की

वो अपनी निगाहों से दीवाना बनाते हैं
ज़हमत भी नहीं देते मय-ख़्वार को पीने की

ये ज़ख़्म है तयबा का, ये सब को नहीं मिलता
कोशिश न करे कोई इस ज़ख़्म को सीने की

हर साल बुलाने का है राज़ यही, मिर्ज़ा !
सरकार बनाते हैं तक़दीर कमीने की

ना’त-ख़्वाँ:
असद रज़ा अत्तारी
ओवैस रज़ा क़ादरी

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,353 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...818 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...528 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment