Yeh Ek Nihayat Hi Ruhani Aur Barkat Se Bhari Naat E Paak Hai Jo Dilon Ko Imaan Ki Roshni Se Bhar Deti Hai.
Huzoor E Akram Ki Aamad Ka Yeh Khoobsurat Manzar Is Kalam Mein Nihayat Hi Dilkash Andaaz Mein Pesh Kiya Gaya Hai.
Aaiye Is Pakiza Aur Imaan Afza Kalam Ko Mukammal Taur Par Padh Kar Apne Dilon Ko Roshan Karein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Aa Gaye Sarkar |
| Poet / Writer | Ali |
| Category | Naat E Paak |
| Naatkhawan / Reciter | Farhan Ali Qadri |
Aa Gaye Sarkar Lyrics In Urdu
پر نور ہے یہ عالم، سب مسکرا رہے ہیں،
ان کی آمد کے چرچے ہیں، آ گئے سرکار۔
آقا کی آمد سے تو، سوئے نصیب جاگے،
کل نبیوں کے سرور آئے، آ گئے سرکار۔
محشر کے روز جن سے، پہچان جائیں گے ہم،
کیوں گھبراتے ہو دیوانو، آ گئے سرکار۔
گھر، گھر چراغاں کر لو، گلیوں کو جگمگاؤ،
مل کر لگاؤ، نعرہ خوشی کا، آ گئے سرکار۔
نذرانۂ عقیدت، جو پیش کر رہا ہوں،
نعت لکھی ہے، آج علی نے، آ گئے سرکار۔
Aa Gaye Sarkar Lyrics In Roman
Pur Noor Hey Ye Aalam, Sab Muskaraa Rahey Hain,
Un Ki Amad Ke Charchey Hain, Aagaye Sarkar.
Aqa Ki Amad Se To, Soey Naseeb Jagey,
Kul Nabiyon Ke Sarwar Aaye, Aagaye Sarkar.
Mahshar Ke Roz Jin Sey, Pahchaan Jaayen Gey Hum,
Kyun Ghabratey Hon Diwaano, Aagaye Sarkar.
Ghar, Ghar Chiraaghaan Kar Lo, Galiyon Ko Jag-Magaao,
Mil Kar Lagaao, Na’rah Khushi Ka, Aagaye Sarkar.
Nazraana-E-Aqidat, Jo Pesh Kar Raha Hoon,
Naat Likhi Hey, Aaj Ali Nay, Aagaye Sarkar.
Aa Gaye Sarkar Lyrics In Hindi
पुर नूर है ये आलम, सब मुस्कुरा रहे हैं,
उनकी आमद के चर्चे हैं, आ गए सरकार।
आक़ा की आमद से तो, सोए नसीब जागे,
कुल नबियों के सरवर आए, आ गए सरकार।
महशर के रोज़ जिनसे, पहचान जाएंगे हम,
क्यों घबराते हो दीवानो, आ गए सरकार।
घर, घर चराग़ां कर लो, गलियों को जगमगाओ,
मिल कर लगाओ, नारा ख़ुशी का, आ गए सरकार।
नज़राना-ए-अक़ीदत, जो पेश कर रहा हूँ,
नात लिखी है, आज अली ने, आ गए सरकार।
