Ye Kaun ban ke sanso ki jankar aaye hein Lyrics

Ye Kaun ban ke sanso ki jankar aaye hein Lyrics

 

 

Ye Kaun ban ke sanso ki jankar aaye hein Lyrics || ये कौन बनके सांसों की जनकार आये हैं

 

 

Ye Kaun ban ke sanso.n ki jankar aaye hein
Har Dil ka taar kehta hai Sarkar aaye hein

Ham Is liye bikne sare bazar aaye hein
Mehboob-e-Khuda banke kharidar aaye hein

Ye Kaun ban ke sanso.n ki jankar aaye hein

Mehsahr mein najdi aur wahabbi ko dekh kar
Dozakh kahegi dekho ye gaddar aaye hein

Ye Kaun ban ke sanso.n ki jankar aaye hein

Jannat pukar utthegi sunni ko dekh kar
Dekho ye Mustafa ke wafadar aaye hein

Ye Kaun ban ke sanso.n ki jankar aaye hein

हिंदी (HINDI):

ये कौन बनके सांसों की जनकार आये हैं
हर दिल का तार कहता है सरकार आये हैं

हम इस लिए बिकने सरे बाजार आये हैं
महबूब-ए-खुदा बनके खरीदार आये हैं

ये कौन बनके सांसों की जनकार आये हैं

महशर में नजदी और वह्हाबी को देख कर
दोज़ख कहेगी देखो ये गद्दार आये हैं

ये कौन बनके सांसों की जनकार आये हैं

जन्नत पुकार उठेगी सुन्नी को देख कर
देखो ये मुस्तफा के वफादार आये हैं

ये कौन बनके सांसों की जनकार आये हैं

  • Hazrat Khwaja Abdur Raheem Mashriq
  • A Brief Biography Imam Husain ibn Ali Radi Allahu Anhu
  • Imam e Azam Abu Hanifa
  • A Brief Biography Hazrat Ameer Muawiya Ibn Abi Sufyan
  • A Brief Biography Imam Hasan ibn Ali
  • Brief Biography of Sayyida Fatimah al-Zahra’s life
  • Manaqib Syed Hamza RadiAllahAnho – Urdu
  • Hazrat Khadija tul Kubra
  • Fazail Syeda Fatima Zohra RadiAllahAnha
  • Al Farooq Omar Bin Al Khattab
  • A Brief Biography of Uthman ibn Affan
  • A Brief Biography of Hafiz-e-Millat

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,210 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,959 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,936 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,609 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,067 views

Leave a Comment