SUNEHRI JALION KO AB NAZAR AANE KA MUQAM DO NAAT LYRICS
Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aane Ka Muqam Do
Faqeeroon Ko Shahey Badeha Udher Aney Ka Muqa Do
Dilon Mey Karwatein Leti Hoi Bekal Tamanaey
Ye Kehti Hein Key Qadmoon Mey Bikhar Jany Ka Muqa Do
Tumhara Zikar Hum Athoon Pehar Karty Hein Roo Roo Kar
Hamari Akibat Ko Bhi Sanwar Jany Ka Muqa Do
Takaza Akhri Hey Aap Sey Ya Shafa E Mehshar
Hamy Bhi Ab Madine Mey Utar Jany Ka Muqa Do
Lipat Jay Ga Ishrat Bhi Dare Athar Key Jalwoon Sey
Usey Bhi Aap Key Jalwoon Mey Ghir Jany Ka Muqa Do
Faqeeroon Ko Shahe Baduha Udher Aney Ka Muqa Do
Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aney Ka Muqa Do
Hamy Bhi Ab Madine May Utar Jany Ka Muqa Do
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,652 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...4,031 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...3,011 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,779 views
Jinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam LyricsJinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam Lyrics Jinki Maa Fatima Aur...2,685 views