SARKAAR KE QADMO MEIN NAAT LYRICS
Allah Ne Pohnchaya Sarkar Ke Qadmon Mein
Sud Shukar Keh Mein Phir Aaya Sarkar Ke Qadmon Mein
Rud Kaisay Bhala Hogi Ab Koi Dua Meri
Mein Rub Ko Pukar Aaya Sarkar Ke Qadmon Mein
Kuch Kehne Se Pehle Hee Puri Hoi Har Khuwahish
Jo Socha Wohi Paaya Sarkar Ke Qadmon Mein
Kuch Lamhay Huzoori Ke Paaye Tou Ye Lagta Hai
Ik Umar Guzaar Aaya Sarkar Ke Qadmon Mein
Mujh Jaisa Tahee Damaan Kiya Nazar Ko Lejaata
Ik Naat Suna Aaya Sarkar Ke Qadmon Mein
Yaad Aayi Sabih Apni Har Aik Khata Mujh Ko
Aamaal Pe Sharmaaya Sarkaar Ke Qadmon Meina
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,278 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,980 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,948 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,629 views
Jinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam LyricsJinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam Lyrics Jinki Maa Fatima Aur...2,102 views