ए इश्के नबी मेरे दिल में भी

ए इश्के नबी मेरे दिल में भी

 

 

AE ISHQ-E-NABI MERAY DIL MEIN BHI SAMA JANA NAAT LYRICS
Ae Ishq-E-Nabi Meray Dil Mein Bhi Sama Jana
Mujh Ko Bhe MUHAMMAD(S.A.W) Ka Deewana Bana Jana

Jo Rang Kay Jami Par Roomi Pey Charhaya Tha
Us Rang Ki Kuch Rangat Mujh Pay Bhi Charha Jana

Mujh Ko Bhe MUHAMMAD(S.A.W) Ka Deewana Bana Jana

Qudrat Ki Nigahein Bhe Jis Chehra E Anwar Ko Taktee Hein
Us Chehra E Anwar Ka Deedaar Kara Jana

Mujh Ko Bhe MUHAMMAD(S.A.W) Ka Deewana Bana Jana

Jis Khwab Mey Ho Jaey Deedaar E Nabi(S.A.W) Hasil
Aey Ishq Kabhi Mujh Ko Neend Aesi Sula Jana

Mujh Ko Bhe MUHAMMAD(S.A.W) Ka Deewana Bana Jana

Ae Kaash Riyaaz Aey Pegham MADINA PAAK Say
SARKAR(S.A.W) Bulatay Hein, Tum Naat Suna Jana

Deedaar E MUHAMMAD(S.A.W) Ki Hasrat To Rahey Baki
Juz Is Key Har Ik Hasrat Is Dil Sey Mita Jana

Ae Ishq-E-Nabi Meray Dil Mey Bhi Sama Jana
Mujh Ko Bhe MUHAMMAD(S.A.W) Ka Deewana Bana Jana

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,219 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...918 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...804 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...524 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...481 views

Leave a Comment