या अली आप को माना जाए / Ya Ali Aap Ko Mana Jaye
या ‘अली ! आप को माना जाए
और जहन्नुम में ज़माना जाए
या ‘अली ! आप को माना जाए
इस घराने का ये आईन रहा
दीन बच जाए, घराना जाए
और जहन्नुम में ज़माना जाए
या ‘अली ! आप को माना जाए
दिल में रखता है जो बुग़्ज़-ए-हैदर
उस का सज्दा भी न माना जाए
और जहन्नुम में ज़माना जाए
या ‘अली ! आप को माना जाए
हर तरफ़ गूँजे हैदर-हैदर
जिस तरफ़ बहलोल दीवाना जाए
और जहन्नुम में ज़माना जाए
या ‘अली ! आप को माना जाए
ये वही दर है जहाँ से, राहब !
ले के बेटों का ख़ज़ाना जाए
और जहन्नुम में ज़माना जाए
या ‘अली ! आप को माना जाए
शायर:
तारिक़ मेहमूद मिठा
नशीद-ख़्वाँ:
अब्बास अनंद अब्दाली
ya ‘ali ! aap ko maana jaaye
aur jahaannum me.n zamaana jaaye
ya ‘ali ! aap ko maana jaaye
is gharaane ka ye aa.een raha
deen bach jaaye, gharaana jaaye
aur jahaannum me.n zamaana jaaye
ya ‘ali ! aap ko maana jaaye
dil me.n rakhta hai jo buGz-e-haidar
us ka sajda bhi na maana jaaye
aur jahaannum me.n zamaana jaaye
ya ‘ali ! aap ko maana jaaye
har taraf goonje haidar-haidar
jis taraf behlol deewaana jaaye
aur jahaannum me.n zamaana jaaye
ya ‘ali ! aap ko maana jaaye
ye wahi dar hai jahaa.n se, Raahab !
le ke beTo.n ka KHazaana jaaye
aur jahaannum me.n zamaana jaaye
ya ‘ali ! aap ko maana jaaye
Poet:
Tariq Mehmood Mitha
Nasheed-Khwaan:
Abbas Anand Abdali