mera ali as hai lyrics

Manqabat: Wo Mera Ali(a.s) Hai
Recites By: Ghaazi Ul Hasan
Lyrics By: Syed Ramish Ul Hassan Rizvi
Maan Qunto Mola Fahaza Ali Mola (2)
Haqdaar hy mimber ka muhammad ka wasi hai
Wo mera Ali mera Ali mera Ali hai (2)
1) Hai kon Ali sary zamany ko btaya
Wo jis ka nikah arsh py khaliq ny parhaya
Zehra si dulhaan jis ko mukadaar sy milli hai
Wo mera Ali mera Ali Mera Ali hai
Haqdaar hy mimber ka muhammad ka wasi hai
Wo mera Ali mera Ali mera Ali hai
2) tafseer jo kosar ki zamany my banain han
Hasnain sy do lakht e jigar jis ko mily han
Wo jis ki ye aulad hi aulad e nabi hai
Wo mera Ali mera Ali Mera Ali hai
Haqdaar hy mimber ka muhammad ka wasi hai
Wo mera Ali mera Ali mera Ali hai
3) kufaar sy har dour my larty hi rahy jo
Hashim sy tum imran talak ghoor sy daikho
Jo ibne jari ibne jari ibne jari hai
Wo mera Ali mera Ali Mera Ali hai
Haqdaar hy mimber ka muhammad ka wasi hai
Wo mera Ali mera Ali mera Ali hai
4) Maan Qunto k ellan ko bhooli hai ye ummat
wo mana nahi dill sy magar ye hai hakeeqat
Ye baat Mohammad(s.a.w.w) sy sahaba ny sunni hai
Wo mera Ali mera Ali Mera Ali hai
Haqdaar hy mimber ka muhammad ka wasi hai
Wo mera Ali mera Ali mera Ali hai
5) Hoga na kisi ka bhi kbhi essa mukadaar
K teera(13) rajab kaaby my amad ki khushi paar
Jis k lye diwaar e Haram khul k hansi hai
Wo mera Ali mera Ali Mera Ali hai
Haqdaar hy mimber ka muhammad ka wasi hai
Wo mera Ali mera Ali mera Ali hai
6) Jhoota hai nuseri ye zamany ko btaya
Inkaar khuda bnany sy jo karta raha tha
Toheed bhi jis shaks k sajdoon sy bachi hai
Wo mera Ali mera Ali Mera Ali hai
Haqdaar hy mimber ka muhammad ka wasi hai
Wo mera Ali mera Ali mera Ali hai
7) kitna bara abid ho munafiq hi mary ga
Is sy jo rakhy bughz jahanum my jaaly ga
Wo jis k muhiboon k lye khuld bani hai
Wo mera Ali mera Ali Mera Ali hai
Haqdaar hy mimber ka muhammad ka wasi hai
Wo mera Ali mera Ali mera Ali hai
😎 Ay Naqsh e rahi ye zamany ko bta do
Ku khny sy logo k bhala choor doon us ko
Jis naam sy mushkil meri haar waqt tali hai
Wo mera Ali mera Ali Mera Ali hai
Haqdaar hy mimber ka muhammad ka wasi hai
Wo mera Ali mera Ali mera Ali hai
Maan Qunto Mola Fahaza Ali Mola

Leave a Comment