Khuda Ke Dulare Salaamun Alaikum
Khuda Ke Dulare Salaamun Alaikum
Do Aalam Ke Pyaare Salaamun Alaikum
Na Tufaa(n) Ka Gham Hai Na Gardaab Ka Gham
Jo Tum Ho Kinare Salaamun Alaikum
Hain Aaqa Ki Mudhat Me Ratb Al Lisaan Ham
Do Aalam Ke Pyaare Salaamun Alaikum
Do Aalam Se Awaaz Aati Yahi Hai
Do Jag Ke Sahaare Salaamun Alaikum
Nigahe Karam Ek Nigahe Karam Ho
Haleema Ke Pyare Salaamun Alaikum
Koi Muttaqui Bhi Khada Ro Raha Hai
Wo Daaman Pasaare Salaamun Alaikum