KHAK MUJ ME KAMAL RAKHKHA HAI NAAT LYRICS
Khak muj mai kamal rakhkha hai
Mustafa(saw) ne sambhal rakhkha hai
Mere aibon pe dal kar parda
Apne achchho mai dal rakhkha hai
Mustafa(saw) ne sambhal……………..
Sab ne thukara diya to kya parwah
Apne to khyal rakhkha hai
Mustafa(saw) ne sambhal……………..
Unki rahamat nahi fakt hum par
Gair ka bhi khyal rakhkha hai
Mustafa(saw) ne sambhal……………..
Usko koy gira nahi sakata
Jisko tune sambhal rakhkha hai
Mustafa(saw) ne sambhal……………..
Jo tumhara nahi use hamne
Apne dil se nikal rakhkha hai
Mustafa(saw) ne sambhal……………..
Un ke kadamo me maut aa jae
Bas yahi ek saval rakhkha hai
Mustafa(saw) ne sambhal……………..
Tera ‘aejaz’ kab ka mar jata
tere tukaro ne paal rakhkha hai
mustafa(saw) ne sambhal……………..
خاک مجھ میں کمال رکھا ہے
مصطفی نے سنبھال رکھا ہے
میرے عیبوں پر ڈال کر پردہ
مجھ کو اچھوں میں ڈال رکھا ہے
اذن مل جائے پھر مدینےکا
کام بن جائے گا کمینے کا
ان کی رحمت نہیں فقط ہم پر
غیر کا بھی خیال رکھا ہے
دال سے دافع بلا ہیں وہ
یوں محمد میں دال رکھا ہے
جو فقیران شاہ بطحا ہیں
ان کی گدڑی میں لال رکھا ہے
مصطفی کی شبیہ حسین و حسن
نام پردے میں آل رکھا ہے
تیرا اعجاز کب کا مر جاتا
تیرے ٹکڑوں نے پال رکھا ہے
صلی اللہ تعالٰی علیہ وآلہ وبارک وسلم 🌷🥀🌹💐