KASH MEIN DOR E PAYAMBER MAIN UTHAYA JATA NAAT LYRICS

KASH MEIN DOR E PAYAMBER MAIN UTHAYA JATA NAAT LYRICS

 

Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
Bakhuda qadmo me sarkaar k paya jaata Kash
mein dor e payambar me uthaya jaata

Sath sarkaar k ghazwat me shamil hota
Sath sarkaar k ghazwat me shamil hota
Unki nusrat me lahu mera bahaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata

Rait ke zaron me Allah badal deta mujhe
Rait ke zaron me Allah badal deta mujhe
fir mujhe rah e Muhammad me bichaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata

Khak hojata mein sarkaar k qadmo ke taley
Khak hojata mein sarkaar k qadmo ke taley
Khak ko khak e madina me milaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata

mil ke sab log sub log muje mati se gara karte’
mil ke sab log sub log muje mati se gara karte’
fir mije majide nahabi me lagaya jata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata

Kash aey kash mein hota koi aisi lakri
Kash aey kash mein hota koi aisi lakri
Jisko sarkaar ke minber me lagaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata

Unke Roze k dar o baam sajane ke liye
Unke Roze k dar o baam sajane ke liye
Rozano me meri ankhon ko lagaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata

Bun ke lejata mujhe naat Ke shairon me koi
Bun ke lejata mujhe naat Ke shairon me koi
Robaro unke mein unko hi sunaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata

laya jaata sar e darbaar aseeron ki trah
laya jaata sar e darbaar aseeron ki trah
Hukm pr unke mein azaad karaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata

ya utrata me kisi naant me misre bankar
ya utrata me kisi naant me misre bankar
rubaru me unmke me unko hi sunaya jata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata

Hota us dor ka qisa koi noor o farhan
Hota us dor ka qisa koi noor o farhan
Aj k dor mein bachon ko parhaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
bakhud sarkar ke kdadmo me paya jata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata

 

 

فرمان مصطفی صلی اللہ
علیہ والہ وسلم
ایک مسلمان کے دوسرے
مسلمان پر چھہ حقوق ہیں

1 جب وہ ملے تو سلام کرو
2 جب وہ دعوت دے تو قبول کرو
3 جب وہ کوئی صلاح مانگے
تو بہتر صلاح یعنی مشورہ دو
4 جب وہ چھینککر الحمد للہ کہے
تو تم یرحمک اللہ کہو
5 جب وہ بیمار ہو جائے
تو اسے دیکھنے جاؤ
6 اور اگر اسکا انتقال ہو جائے
تو اسکے جنازے میں شریک رہو
مسلم شریف

फ़रमाने मुस्तफ़ा सल्लल्लाहु
अलैहि व आलिहि वसल्लम
एक मुसलमान के दूसरे
मुसलमान पर छः हुक़ूक़ हैं

1 जब वह मिले तो सलाम करो
2 जब वह दावत दे तो कु़बूल करो
3 जब वह कोई सलाह मांगे
तो बेहतर सलाह दो
4 जब वह छींककर अलहम्दुलिल्लाह
कहे तो तुम यरहमुकल्लाह कहो
5 जब वह बीमार हो जाए
तो उसे देखने जाओ
6 और अगर उसका इंतकाल हो जाए
तो उसके जनाजे़ में शरीक रहो
अल्लाह हम सबको अमल करने
वाला बनाए आमीन

➖➖➖➖➖➖➖➖➖

🌹SAWAL:-🌹

Assalamu Alaikum, Kya Hazrat Ameer E Muawiya Radiallahu Ta’ala Anhu Ke Ghustak Ko Kafir Kah Sakte….??

 

🌹JAWAB:-🌹

وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎

Hazrat Ameere Muaawya رضی اللہ تعالی عنہ Ka Gustakh Gumrah Bad Mazhab Mustahiqqe Naar Hai.

 

Is Mas’ale Ki Puri Wazahat Huzoor Sadrushshariya Mufti Amjad Ali قدس سرہ Ne Bahare Shariyat Me Farmayi, Bahare Shariat Ke Bayan Kiye Huye Dono Aqeedo Ko Khub Gor Se Padhe…

 

Tamam Sahaba E Kiram رَضِیَ اللہُ تَعَالٰی عَنْہُم Ahle Khairo Sulah Hai Or Aadil, Unka Jab Zikr Kiya Jaye To Khair Hi Ke Sath Hona Farz He.

 

Kisi Sahabi Ke Sath Soo E Aqeedat Badmazhabi W Gumrah W Istihqaqe Jahannum He, Ki Vo Huzure Aqdas ﷺ Ke Sath Bugz He, Aysa Shakhs Rafzi he, Agarche Charoñ Khulfa Ko Maane Or Apne Aapko Sunni Kahe, Maslan Hazrat Ameere Muaawya Or Unke Walide Majid Hazrat Abu Sufyan Or Walida Majida Hazrat Hinda, Isi Tarah Hazrat Saiyedna Amr Bin Aas, W Hazrat Mugeera Bin Sho’aba, W Hazrat Abu Moosa Ash’ari رَضِیَ اللہُ تَعَالٰی عَنْہُم Hatta Ki Hazrat Wahshi رَضِیَ اللہُ تَعَالٰی عَنْہُ Jinhone Qable Islam Hazrat Saiyedush Shohda Hamza رَضِیَ اللہُ تَعَالٰی عَنْہُ Ko Shaheed Kiya Or Baade Islam Akhbasun Naas Khabees Musaylima Kazzab Mal’aoon Ko Wasile Jahannum Kiya. Vo Khud Farmaya Karte The: Ki Me Ne Khairun Naas W Sharrun Naas Ko Qatl Kiya, Inme Se Kisi Ki Shan Me Gustakhi, Tabarra He Or Iska Qaail Rafzi Agarche Hazraate Shaikhain رَضِیَ اللہُ تَعَالٰی عَنْہُما Ki Tauheen Ke Misl Nahiñ Ho Sakti, Ki Unki Tauheen, Balki Unki Khilafat Se Inkar Hi Fuqha E Kiram Ke Nazdeek Kufr He.

📚(Bahare Shariyat, H-1, Imamat Ka Bayan, Aqeedah-6,7)

Wallahu Ta’ala Aa’alam Bis-Sawab

✍🏻 Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Taufiq Raza Sahab Misbahi

Leave a Comment