ILAHI MADAD KAR MADAD KI GHARI NAAT LYRICS | Barkate Raza

इलाही मदद कर मदद की घड़ी है / Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai
इलाही ! मदद कर, मदद की घड़ी है
गुनाहों के दरिया में कश्ती फँसी है

इलाही ! मदद कर, मदद की घड़ी है

मेरे तन पे ग़फ़लत की चादर पड़ी है
नुहूसत गुनाहों की छाई हुई है

गुनाहों के दरिया में कश्ती फँसी है
इलाही ! मदद कर, मदद की घड़ी है

यही बात हम ने बड़ों से सुनी है
न हो बंदगी गर तो क्या ज़िंदगी है

गुनाहों के दरिया में कश्ती फँसी है
इलाही ! मदद कर, मदद की घड़ी है

ऐ अब्र-ए-करम ! आ बरस जा, बरस जा
‘अजब आग ‘इस्याँ की मुझ में लगी है

गुनाहों के दरिया में कश्ती फँसी है
इलाही ! मदद कर, मदद की घड़ी है

नहीं पास हुस्न-ए-‘अमल, मेरे मौला !
नज़र मेरी तेरे करम पर लगी है

गुनाहों के दरिया में कश्ती फँसी है
इलाही ! मदद कर, मदद की घड़ी है

‘उबैद-ए-रज़ा नेकियों से है ख़ाली
गुनाहों में हासिल इसे बरतरी है

गुनाहों के दरिया में कश्ती फँसी है
इलाही ! मदद कर, मदद की घड़ी है

लब-ए-मुस्तफ़ा से, ख़ुदाया ! सुना दे
‘उबैद-ए-रज़ा ! नार से तू बरी है

इलाही ! मदद कर, मदद की घड़ी है
गुनाहों के दरिया में कश्ती फँसी है


शायर:
ओवैस रज़ा क़ादरी

ना’त-ख़्वाँ:
ओवैस रज़ा क़ादरी

 


ilaahi ! madad kar, madad ki gha.Di hai
gunaaho.n ke dariya me.n kashti phansi hai

ilaahi ! madad kar, madad ki gha.Di hai

mere tan pe Gaflat ki chaadar pa.Di hai
nuhoosat gunaaho.n ki chhaai hui hai

gunaaho.n ke dariya me.n kashti phansi hai
ilaahi ! madad kar, madad ki gha.Di hai

yahi baat ham ne ba.Do.n se suni hai
na ho bandagi gar to kya zindagi hai

gunaaho.n ke dariya me.n kashti phansi hai
ilaahi ! madad kar, madad ki gha.Di hai

ai abr-e-karam ! aa baras jaa, baras jaa
‘ajab aag ‘isyaa.n ki mujh me.n lagi hai

gunaaho.n ke dariya me.n kashti phansi hai
ilaahi ! madad kar, madad ki gha.Di hai

nahi.n paas husn-e-‘amal, mere maula !
nazar meri tere karam par lagi hai

gunaaho.n ke dariya me.n kashti phansi hai
ilaahi ! madad kar, madad ki gha.Di hai

‘Ubaid-e-Raza nekiyo.n se hai KHaali
gunaaho.n me.n haasil ise bartari hai

gunaaho.n ke dariya me.n kashti phansi hai
ilaahi ! madad kar, madad ki gha.Di hai

lab-e-mustafa se, KHudaya ! suna de
‘Ubaid-e-Raza ! naar se tu bari hai

ilaahi ! madad kar, madad ki gha.Di hai
gunaaho.n ke dariya me.n kashti phansi hai


Poet:
Owais Raza Qadri

Naat-Khwaan:
Owais Raza Qadri

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,352 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...525 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment