Eid E Milad Un Nabi Hai Dil Bada Masroor Hai Lyrics

Eid E Milad Un Nabi Hai Dil Bada Masroor Hai Lyrics
Eid E Milad Un Nabi Hai Dil Bada Masroor Hai
Eid Dewaano Ki To 12 Rabi Un Noor Hai

Is Taraf Jo Noor Hai To Us Taraf Bhi Noor Hai
Zarra Zarra Sab Jahaan Ka Noor Se Ma’amoor Hai

Jashn E Milad Un Nabi Hai Kyun Na Jhoome Aaj Hum
Muskurati Hain Bahare Sab Faza Purnoor Hai

Har Malak Hai Shadman Khush Aaj Har Ek Hoor Hai
Haan Magar Shaitan Baham Rufka Bada Ranjoor Hai

Aamad E Sarkar Se Dil Mast Hoi Kafoor Hai
Kiya Zameen Kiya Aasman Har Samt Chaya Noor Hai

Gham Ke Badal Chat Gaye Har Gham Ka Maara Jhoom Utha
Aa Gaya Khushiyan Liye Mahe Rabi Un Noor Hai

Aamina Tujh Ko Mubarak Shah Ki Milad Ho
Tera Aangan Noor Balke Ghar Ka Ghar Sab Noor Hai

Bakhsh De Mujhko Ilahi Behre Milad Un Nabi
Naama E Aamaal Isya Se Mera Bharpoor Hai

Gumbad E Khazra Ka Usko Bhi Deedar Ho
Ya Ilahi Jo Madine Se Abhi Tak Door Hai

Hoon Ghulam E Mustafa Attaar Ka Dawa Hai Ye
Kash Aaqa Bhi Ye Farmayen Hume Manzoor Hai

Eid E Milad Un Nabi Hai Dil Bada Masroor Hai
Eid Dewaano Ki To 12 Rabi Un Noor Hai

Naat Lyrics: Eid E Milad Un Nabi Hai Dil Bada Masroor Hai Lyrics
Naat Khawan: Ahmed Raza Sadiq Attari and Abu Bakar Saqid Attari, Owais Raza Qadri

 

ya haiyo ya qayyum Lyrics
main mangti jhok fareedan di Lyrics
dam hama dam ali ali Lyrics
mujhko teri kasam tujhsa koi nahin Lyrics
ruttan pyar karan diyan aayiyaan Lyrics
aj maa de pairan di mitti lyrics
kehte ho mujhse ishq ka afsaana chaahiye Lyrics
gardishon ke hain maare hue na Lyrics

ईदे मीलादुन्नबी है दिल बड़ा मसरूर है

हर तरफ है शादमानी, रन्जो-ग़म काफूर है

Eid e Miladunnabi Hai Dil Bada Masroor Hai

Har Taraf Hai Shaadmani, Ranjo-Gham Kafoor Hai

इस तरफ जो नूर है तो उस तरफ भी नूर है

ज़र्रा ज़र्रा सब जहां का नूर से मा’मूर है

Is Taraf Jo Noor Hai To Us Taraf Bhi Noor Hai

Zarra Zarra Jo Noor Hai To Us Taraf Bhi Noor Hai

हर मलक है शादमां खुश आज हर इक हूर है

हां ! मगर शैतान मअ रु-फक़ा बड़ा रन्जूर है

Har Malak Hai Shaadma Khush Aaj Har Ik Hoor Hai

Han ! Magar Shaitan Ma’aa Roo-Faqa Bada Ranjoor Hai

आमदे सरकार से ज़ुल्मत हुई काफूर है

क्या ज़मीं क्या आसमां हर सम्त छाया नूर है

Aamde Sarkar Se Zulmat Hui Kafoor Hai

Kya Zami Kya Aasma Har Sumt Chhaya Noor Hai

जश्ने-मीलादुन्नबी है क्यूं न झूमें आज हम

मुस्कुराती हैं बहारें सब फ़ज़ा पुरनूर है

Jashn-E-Meeladunnabi Hai Kyon Na Jhoome Aaj Ham

Muskurati Hein Bahare Sab Faza Purnoor Hai

आमिना तुझ को मुबारक शाह की मीलाद हो

तेरा आँगन नूर, तेरा घर का घर सब नूर है

Aamina Tujh Ko Mubarak Shah Ki Meelad Ho

Tera Aangan Noor, Tera Ghar Ka Ghar Sab Noor Hai

ग़मज़दो ! तुम को मुबारक, ग़म ग़लत हो जाएंगे

आ गया वो जिस के सदक़े हर बला काफूर है

Gham-Zado ! Tum Ko Mubarak, Gham Ghalat Ho Jayaenge

Aa Gaya Wo Jis Ke Sadqe Har Bala Kaafoor Hai

आज दीवाने मदीने के सभी हैं शादमां

मीठे आक़ा की विलादत से हर इक मसरूर है

Aaj Diwaane Madine Ke Sabhi Hein Shaadma(N)

Meethe Aaqa Ki Wiladat Se Har Ik Masroor Hai

वो पिला मय अहले-महशर देखते ही बोल उठें

आ गया अत्तार देखो इश्क़ में मख़्मूर है

Wo Piye May Ahle-Mahshar Dekhte He Bol Uthen

Aa Gaya Attar Dekho Ishq Me Makhmoor Hai

popular posts

Leave a Comment