Bara Rabi Ul Awwal Ke Din Naat Lyrics
Bara Rabi Ul Awwal Ke Din Abre Bahara Chaye
Mere Sarkar Aaye Mere Sarkar Aaye
Amina Tere Ghar Aa Kar Jibreel Payam Yeh Laaye
Mere Sarkar Aaye Mere Sarkar Aaye
Door Hua Duniya Se Andhera, Aaye Aaqa Hua Sawera
Abdullah Ke Ghar Aangan Khushiyon Ke Baadal Chaye
Mere Sarkar Aaye Mere Sarkar Aaye
Sookhi Thi Gulshan Me Kaliyan, Sooni Thi Makke Ki Galiya
Unke Qadam Se Charo Jaanib Ho Gaye Noor Ke Saaye
Mere Sarkar Aaye Mere Sarkar Aaye
Jo Hai Sab Nabiyo Ke Rehbar, Jaane Masiha Khalq Ke Rehbar
Jholi Bharna Kaam Hai Jinka Aaj Woh Daata Aaye
Mere Sarkar Aaye Mere Sarkar Aaye
Mushkil Teri Tal Jayegi Sookhi Kheti Phal Jayegi
Dai Halima Tere Soye Bhaag Jagane Aaye
Mere Sarkar Aaye Mere Sarkar Aaye
Mujh Ko Mila Paigam Yeh Mohsin Duniya Ko Batla De Mohsin
Jo Hai Nabi Ka Chahne Wala Apne Ghar Ko Sajaye
Mere Sarkar Aaye Mere Sarkar Aaye
Tujh Pe Karam Ho Jayega Tera Wird Ho Allahu Naat Lyrics
Utha Do Parda Dikha Do Chehra Naat Lyrics
Kya Theek Ho Rukh E Nabwi Par Misaal E Gul Naat Lyrics
Bara Rabi Ul Awwal Ke Din Naat Lyrics
Peero Ke Aap Peer Hai Yaa Ghous Al Madad Lyrics
Mat Poochhiye Ki Kaisi Adaa Hai Bilaal Ki Naat Lyrics
मेरे सरकार आए
ज़मीं बोली के सरदार ए पयंबर आने वाला है
फ़लक बोला के हक़ का ख़ास दिलबर आने वाला है
मलक बोले के रहमत का समंदर आने वाला है
फिर कहा हूरों ने जग में बंदा परवर आने वाला है
सितारे आचुके अब माह ए अनवर आने वाला है
अभी जिबरील उतरे भी न थे काबे के मिंबर से
के इतने में सदा आई ये अब्दुल्लाह के घर से
बारह रबी उल अव्वल के दिन
अब्र ए बहारां छाए
मेरे सरकार आए
आमना तेरे घर आकर
जिबरील पयाम ये लाए
मेरे सरकार आए
दूर हुआ दुनिया से अंधेरा
आए आक़ा हुआ सवेरा
अब्दुल्ला के घर आंगन
खुशियों के बादल छाए
मेरे सरकार आये
सूनी थीं मक्के की गलियां
सूखी थीं गुलशन में कलियां
उनके करम से चारों जानिब
हो गए नूर के साए
मेरे सरकार आये
मुश्किल तेरी टल जाएगी
सूखी खेती फल जाएगी
दाई हलीमा तेरे
सोए भाग जगाने आए
मेरे सरकार आये
जो हैं सब नबियों के सरवर
जाने मसीहा ख़िज़्र के रहबर
झोली भरना काम है जिनका
आज वो दाता आए
मेरे सरकार आये
मुझको निदा आयी यह मोहसिन
दुनिया को बतला दे मोहसिन
जो है नबी का चाहने वाला
अपने घर को सजाए
मेरे सरकार आये
ख़बरम रसीदा इमशब के निगार ख़्वाही आमद
सरे मन फ़िदा ए राहे के सवार ख़्वाही आमद
मेरे सरकार आए
زمیں بولی کہ سردارِ پیمبر آنے والا ہے
فلک بولا کہ حق کا خاص دلبر آنے والا ہے
ملک بولے کہ رحمت کا سمندر آنے والا ہے
پھر کہا حورو نے جگ میں بندہ پرور آنے والا ہے
ستارے آ چکے اب ماہنور آنے والا ہے
ابھی جبرئیل اترے بھی نہ تھے کعبے کے ممبر سے
کہ اتنے میں صدا آئی یہ عبداللہ کے گھر سے
بارہ ربیع الاول کے دن ابرِ بہارا چھائے
مرے سرکار آئے
مرے سرکار آئے
آمنہ تیرے گھر آکر جبریل پیام یہ لائے
مرے سرکار آئے
مرے سرکار آئے
دور ہوا دنیا سے اندھیرا
آئے آقا ہوا سویرا
عبد اللہ کے گھر آگن
خوشیوں کے بادل چھائے
میرے سرکار آۓ
سونی تھیں مکّے کی گلیاں
سوکھی تھیں گلشن میں کلیاں
اُن کے قدم سے چاروں
جانب ہوگئے نور کے سائے
میرے سرکار آۓ
مشکل تیری ٹل جائے گی
سوکھی کھیتی پھل جائے گی
دائی حلیمہ تیرے
سوئے بھاگ جگانے آئے
میرے سرکار آۓ
جو ہیں سب نبیوں کے سرور
جانِ مسیحا خزر کے رہبر
جھولی بھرنا کام ہے جن کا
آج وہ داتا آئے
میرے سرکار آۓ
مجھ کو نِدا آئی یہ محسن
دنیا کو بتلا دے محسن
جو ہے نبی کا چاہنے والا
اپنے گھر کو سجائے
میرے سرکار آئے
خبرم رسید امشب کہ نگار خواہی آمد
سر من فدائے راہے کہ سوار خواہی آمد
میرے سرکار آئے
Zameen boli ke sardar e payambar aane Wala Hai
Falak bola ke haq ka khaas Dilbar aane Wala Hai
Malak bole ke rahmat ka samander aane Wala Hai
Phir Kaha huroñ Ne Jag Mein Banda parwar aane Wala Hai
Sitaare aa chuke ab Maah e Anwar aane Wala Hai
Abhi jibreel utre bhi na the kabe ke mimber se
ke itne Mein Sada Aayi yah Abdullah Ke Ghar Se
Barah Rabi ul Awwal Ke
Din Abr-e Baharañ Chhaye
Mere Sarkar Aaye
Mere Sarkar Aaye
Amina Tere Ghar Aa Kar
Jibreel Payam Yeh Laaye
Mere Sarkar Aaye
Mere Sarkar Aaye
Door Hua Duniya Se Andhera
Aaye Aaqa Hua Sawera
Abdullah Ke Ghar Aangan
Khushiyon Ke Baadal Chaye
Mere Sarkar Aaye
Mere Sarkar Aaye
Sooni Theeñ Makke Ki Galiyan
Sookhi Theeñ Gulshan Me Kaliyan
Unke Qadam Se Charo Jaanib
Ho Gaye Noor Ke Saaye
Mere Sarkar Aye
Mere Sarkar Aye
Mushkil Teri Tal Jayegi
Sookhi Kheti Phal Jayegi
Dai Halima Tere
Soye Bhaag Jagane Aaye
Mere Sarkar Aye
Mere Sarkar Aye
Jo Haiñ Sab Nabiyo Ke Sarwar,
Jaane Masiha Khizr Ke Rehbar
Jholi Bharna Kaam Hai Jinka
Aaj Woh Daata Aaye
Mere Sarkar Aye
Mere Sarkar Aye
Mujh Ko Nida Aayi Yeh Mohsin
Duniya Ko Batlade Mohsin
Jo Hai Nabi Ka Chahne Wala
Apne Ghar Ko Sajaye
Mere Sarkar Aye
Mere Sarkar Aye
Khabaram Raseeda imshab ke Nigaar khwaahi aamad
Sare man fidaaye raahe ke sawaar khwaahi aamad
Mere Sarkar Aye
Mere Sarkar Aye