ASLAME RASULE MUAJJAM NAAT LYRICS
Dar Pe Hazir Hain hum
Kijiye ga karam
ham Pe Har dam
As-Salam-e-Rasool-e Muazzam
Subh Sadiq yeh Paigam laa-iee
lo Sawari Muhammad ki aa-iee
Daliyaan Jhuk ga-ieen
Kalyan Khil Ga-ieen
Bloi Shabnam
As-Salam e Rasool e Muazzam
Dar Pe Hazir Hain hum
Kijiye ga karam
ham Pe Har dam
As-Salam e Rasool e Muazzam
Aap Ne Dunya Mein Jalwen Dikhaa Kar
Roshni ki Andheron Mein Aaakar
Bhula Bhatka Huva
Rah e Haq Pa Gaya
Sara Aalam
As-Salam e Rasool e Muazzam
Dar Pe Hazir Hain hum
Kijiye ga karam
ham Pe Har dam
As-Salam e Rasool e Muazzam
Chhor Kar Ab Tera Aastaana
Karbala Jaa Rahaa Hoon Mein Nana
Deen e Haq Pe Hai Gardan Katana
Karbala Ja Rahaa Hoon Mein Nana
Dar Pe Hazir Hain hum
Kijiye ga karam
ham Pe Har dam
As-Salam e Rasool e Muazzam
Sath Nikla Hai Bhai Batijaa
Sar Pe Banthe Kafan Bacha Bacha
Kah Rahaa hai Yeh Purana Gharana
Karbala Ja Rahaa Hoon Mein Nana
Dar Pe Hazir Hain hum
Kijiye ga karam
ham Pe Har dam
As-Salam e Rasool e Muazzam
Ya shafi ul Muznabeen
Ab Khabar Lo
Ya Rahmatl lil Aalameen
Ab Khabar Lo
Hum musalamanoN par
Ho Karam Ki Nazar
Jane Aalam
As-Salam e Rasool e Muazzam
Dar Pe Hazir Hain hum
Kijiye ga karam ham Pe Har dam
As-Salam e Rasool e Muazzam
Hurain Jhula Jhulane ko aaiee
Han o Dil se Fida Kane Aaiee
Jhula den Jati Hain Loriyan Gati Hain
Hurain Hardam
As-Salam e Rasool e Muazzam
Dar Pe Hazir Hain hum
Kijiye ga karam ham Pe Har dam
As-Salam e Rasool e Muazzam
Sarhadon par Lekar Chalen Hain
Bhukhe Piyashe Bahattar Chalen Hain
Hashr mein Haus e Kausar Pilana
Karbala Ja Rahaa Hoon Mein Nana
दर पर हाजिर है हम, किजीयेगा करम हम पे हरदम अस्सलामे रसूले मौअज्जम
सुबह सादिक ये पैगाम लाई लो सवारी मोहम्मद की आई डालियां झुक गई,
कलिया खिल गईं बोली शबनम अस्सलाम ए रसूल ए मौअज्जम
तुमने दुनिया में जलवे दिखाकर रोशनी की अंधेरों में जा कर भूला भटका हुआ
राहे हक्क पा गया सारा आलम अस्सलाम ए रसूल ए मौअज्जम
छोड़कर अब तेरा आस्ताना कर्बला जा रहा हूं मैं नाना दीन ए हक पर है गर्दन कटाना कर्बला जा रहा हूं
मैं नाना बात जब यह सुनी तो फिरीस्तो की भी आंखें हैं नम अस्सलाम ए रसूल ए मौअज्जम
साथ निकला है भाई भतीजा सर पर बांधे कफ़न बच्चा बच्चा कह रहा है यह पूरा घराना कर्बला जा रहा हूं
मैं नाना बोले अकबर भी ये नाना तेरे लिए जां भी है कम अस्सलाम ए रसूले मौअज्जम
या शफि उलवरा अब खबर लो या शाहे हुदा अब खबर लो हम मुसलमानों पर
हो करम की नजर जाने आलम अस्सला में रसूले मौअज्जम