बड़ा महबूब घराना अली हैदर का घराना / Bada Mehboob Gharana Ali Haider Ka Gharana
मन-कुंतु मौला ! ‘अली ‘अली !
आक़ा ने बोला ! ‘अली ‘अली !
मैं जिस का मौला ! ‘अली ‘अली !
है उस का मौला ! ‘अली ‘अली !
ज़हरा का शौहर ! ‘अली ‘अली !
हसनैन का बाबा ! ‘अली ‘अली !
हम सब ने पुकारा ! ‘अली ‘अली मौला
बड़ा महबूब घराना, ‘अली हैदर का घराना
ग़ुलाम इन का है ज़माना, ‘अली हैदर का घराना
बड़ा महबूब घराना, ‘अली हैदर का घराना
किया हर काम उसी की रिज़ा में राज़ी रह कर
ख़ुदा के दीन की ख़ातिर हज़ारों सदमे सेह कर
करे हर-दम शुक्राना, ‘अली हैदर का घराना
बड़ा महबूब घराना, ‘अली हैदर का घराना
क़ियादत हो कि इमामत, विलायत हो कि तहारत
शराफ़त हो कि सदाक़त, सख़ावत हो कि शुजा’अत
हर इक ‘अज़मत का ठिकाना, ‘अली हैदर का घराना
बड़ा महबूब घराना, ‘अली हैदर का घराना
पुकारा जब मुश्किल में, उन्हों ने की लजपाली
सभी मँगतों की पल में भरी है झोली ख़ाली
झुका जिस दर पे ज़माना, ‘अली हैदर का घराना
बड़ा महबूब घराना, ‘अली हैदर का घराना
मन-कुंतु मौला ! ‘अली ‘अली !
आक़ा ने बोला ! ‘अली ‘अली !
मैं जिस का मौला ! ‘अली ‘अली !
है उस का मौला ! ‘अली ‘अली !
ज़हरा का शौहर ! ‘अली ‘अली !
हसनैन का बाबा ! ‘अली ‘अली !
हम सब ने पुकारा ! ‘अली ‘अली मौला
बड़ा महबूब घराना, ‘अली हैदर का घराना
कदी मिम्बर ते खड़ के, कदी मैदाँ ते लड़ के
कदी नेज़े ते चढ़ के, कदी ख़ुत्बे पढ़ पढ़ के
सिखावे दीन बचाना, ‘अली हैदर दा घराना
बड़ा महबूब घराना, ‘अली हैदर दा घराना
एहदा हजवेरी गदागर, ते ग़ौस-ओ-ख़्वाजा नौकर
देवे ‘अत्तार सलामी, ते सग शाहबाज़ क़लंदर
है बण्या सब दा ठिकाना, ‘अली हैदर दा घराना
बड़ा महबूब घराना, ‘अली हैदर दा घराना
मैं पुछिया तेरी जग ते है के तौक़ीर वधाई
ते मोहसिन कौन है तेडा ? सदा इस्लाम दी आई
मेडा मोहसिन है पुराना, ‘अली हैदर दा घराना
बड़ा महबूब घराना, ‘अली हैदर दा घराना
ना’त-ख़्वाँ:
हाफ़िज़ ताहिर क़ादरी
man-kuntu maula ! ‘ali ‘ali !
aaqa ne bola ! ‘ali ‘ali !
mai.n jis ka maula ! ‘ali ‘ali !
hai us ka maula ! ‘ali ‘ali !
zahra ka shauhar ! ‘ali ‘ali !
hasnain ka baaba ! ‘ali ‘ali !
ham sab ne pukaara ! ‘ali ‘ali !
ham sab ne pukaara ! ‘ali ‘ali !
ba.Da mahboob gharaana, ‘ali haidar ka gharaana
Gulaam in ka hai zamaana, ‘ali haidar ka gharaana
ba.Da mahboob gharaana, ‘ali haidar ka gharaana
kiya har kaam usi ki riza me.n raazi reh kar
KHuda ke deen ki KHaatir hazaaro.n sadme seh kar
kare har-dam shukraana, ‘ali haidar ka gharaana
ba.Da mahboob gharaana, ‘ali haidar ka gharaana
qiyaadat ho ki imaamat, wilaayat ho ki tahaarat
sharaafat ho ki sadaaqat, saKHaawat ho ki shujaa’at
har ik ‘azmat ka Thikaana, ‘ali haidar ka gharaana
ba.Da mahboob gharaana, ‘ali haidar ka gharaana
pukaara jab mushkil me.n, unho.n ne ki lajpaali
sabhi mangto.n ki pal me.n bhari hai jholi KHaali
jhuka jis dar pe zamaana, ‘ali haidar ka gharaana
ba.Da mahboob gharaana, ‘ali haidar ka gharaana
man-kuntu maula ! ‘ali ‘ali !
aaqa ne bola ! ‘ali ‘ali !
mai.n jis ka maula ! ‘ali ‘ali !
hai us ka maula ! ‘ali ‘ali !
zahra ka shauhar ! ‘ali ‘ali !
hasnain ka baaba ! ‘ali ‘ali !
ham sab ne pukaara ! ‘ali ‘ali !
ham sab ne pukaara ! ‘ali ‘ali !
ba.Da mahboob gharaana, ‘ali haidar ka gharaana
kadi mimbar te KHa.D ke, kadi maidaa.n te la.D ke
kadi neze te cha.Dh ke, kadi KHutbe pa.Dh pa.Dh ke
sikhaawe deen bachaana, ‘ali haidar da gharaana
ba.Da mahboob gharaana, ‘ali haidar da gharaana
ehda hajveri gadaagar, te Gaus-o-KHwaja naukar
dewe ‘Attar salaami, te sag shahbaaz qalandar
hai banya sab da Thikaana, ‘ali haidar da gharaana
ba.Da mahboob gharaana, ‘ali haidar da gharaana
mai.n puchhiya teri jag te hai ke tauqeer wadhaai
te mohsin kaun hai teDa ? sada islam di aai
meDa mohsin hai puraana, ‘ali haidar da gharaana
ba.Da mahboob gharaana, ‘ali haidar da gharaana
Naat-Khwaan:
Hafiz Tahir Qadri